|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Suno Suno Mere Bhai Bandhu (Ramayan Ki Katha Suno) - सुनो सुनो मेरे भाई बंधूsuno suno mere bhai bandhu
dhyan lagakar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno
suno suno mere bhai bandhu
dhyan lagakar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno
ayodhya nagar ke raja
dashrath unki thi raniya teen
ayodhya nagar ke raja
dashrath unki thi raniya teen
kushilya sumitya kekai
unki thi santan char
unki thi santan char
raam lakshman bharat shatugan
rajkumaar the ye charo
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno
mithala wasiyo ke man mein bas
gai chhabi wo ant niyari
mithala wasiyo ke man mein bas
gai chhabi wo ant niyari
jank suputri jaanki phir
apne tan man ko hari
apne tan man ko hari
suno suno mere bhai bandhu
dhyan lagakar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno
raam ne shiv dhnush ko toda
tab kapi saari dharti
raam ne shiv dhnush ko toda
tab kapi saari dharti
bhari sabha mei sita ji ne
warmala unhe pahena di
suno suno mere bhai bandhu
dhyan lagakar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno
suno suno mere bhai bandhu
dhyan lagakar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno
aare ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno
Lav Kush |
Film cast: | Jeetendra, Jayaprada, Dara Singh, Jayshree Gadkar, Arun Govil, Beena, Isha Gupta, Tiku Talsania, Churni Banerjee, Aditi Chatterjee, Pran, Aruna Irani, Master Aditya, Baby Sreshtha | Singer: | S P Balasubramaniam, Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, Asha Bhosle, Various artists, Usha Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik, Kumar Sanu | Lyricist: | Dev Kohli | Music Director: | Raamlaxman | Film Director: | V. Madhusudan Rao | Film Producer: | Dilip Kankaria | External Links: | Lav Kush at IMDB | Watch Full Movie: | Lav Kush at YouTube |
|
|
|
|
|