|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Mera Naam Bada Badnaam Sahi - मेरा नाम बड़ा बदनाम सहीmera naam bada badnaam sahi
har lab pe yaha mera naam to hai
har lab pe yaha mera naam to hai
mera naam bada badnaam sahi
har lab pe yaha mera naam to hai
har lab pe yaha mera naam to hai
mere husn pe marti hai duniya
mere ishq ka charcha aam to hai
mere ishq ka charcha aam to hai
mera naam bada badnaam sahi
har lab pe yaha mera naam to hai
wo sare rang baharo ke
wo sare rang baharo ke
khilte to hai phulo kaliyo me
khilte to hai phulo kaliyo me
rangraliya magar zamane ki hai
pyar yaha meri galiyo me
har rat haseen har subha jhmajham
rangin meri har sham to hai
rangin meri har sham to hai
mera naam bada badnaam sahi
har lab pe yaha mera naam to hai
har lab pe yaha mera naam to hai
din rat sulgana saanso ka
din rat sulgana saanso ka
dukh dard me jalna shamo sahar
dukh dard me jalna shamo sahar
is duniya me jina to hai
aise bhi zahar waise bhi zahar
phir bhi ye zahar pine me yaha
kuch chain to hai aaram to hai
kuch chain to hai aaram to hai
mera naam bada badnaam sahi
har lab pe yaha mera naam to hai
|
Comments for lyrics of song "Mera Naam Bada Badnaam Sahi" |
|
TheBindufan on Monday, September 06, 2010 Thank you very much again. You have made my day.
|
Sewak |
Film cast: | Vinod Khanna, Neetu Singh, Bindu, Shyama, Ranjeet, Naaz, Johny Walker | Singer: | Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Meenu Purushottam | Lyricist: | Anjaan | Music Director: | Laxmikant Pyarelal | Film Director: | Krishna Panju, S M Abbas | Film Producer: | Anis | External Links: | Sewak at IMDB Sewak at Wikipedia | Watch Full Movie: | Sewak at YouTube |
|
|
|
|
|