Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Comments on song from the movie Ek Bulbula Paani Ka
Search Film
Song Heading Singer Music By Lyricist Movie / Album Actor Category
Video of the song from youtube

Average Rating : 4.40
Total Vote(s) : 10
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.






Comments for song "Tin Taal Par Naach"
Sarfraz Abbas on Wednesday, June 05, 2013
Wah saqib bhai Dil khush kar diya Full song!!!!!!! Thanks Fir share.

1980saqib on Wednesday, June 05, 2013
Thanks sarfaraz.

phirmilenge on Wednesday, June 05, 2013
Many thanks Saqib bhai and all those sharing this fantastic song in full. I
am listening many times since yesterday and quite sure this is one of the
best songs of Rafi saab with great lyrics and composition. Wish our music
industry released good quality of these old gems of Rafi saab instead of
all the garbage songs of today.

1980saqib on Thursday, June 06, 2013
Thank u so much for your nice comments. tc.

Mohan Udiavar on Thursday, June 06, 2013
wah wah kya baat hai, thanks a lot

ahsan qasimindia on Thursday, June 06, 2013
SHUKARIYA KAISA MERE BHAI YE TO HUM RAFIFAN KA FARZ HAI KI AGAR KOI SONG.
HUMARE PASS HAI TO DUSRE RAFIFANS KO MILNA CHAHIYE . KYONKI JAB RAFI SAHAB
APNE SATH NAHI LE GAYE PHIR HUM KAHAN LE JAYENGE . AAPKA YE UPLOAD UN LOGON
KE CHEHRE PAR TAMACHA HAI JO RAFIFAN HONE KA DAVA KARTE HAIN AUR SAUDE BAZI
KARKE APNA COLECTION BADA KARTE HAIN . .. SHUKARIYA SHAQIB BHAI . MERE
LAYAK KABHI BHI KOI KAAM HO TO JAROR KEHIYEGA .. AHSAN QASIM

1980saqib on Thursday, June 06, 2013
Thanks Mohan ji for your comments.

1980saqib on Thursday, June 06, 2013
Shukriya Ahsan bhai Aap ke is khoobsurat se aur pyare se comments ka. Aur
ye baat to sare Rafifan jante hei ke aap ne aur surindar bhai ne ham sab ko
Rafi sahab ke kitne sare rare song diye hain Shukria Bhai..

Dinesh Mahajan on Thursday, June 06, 2013
Ahsan Bhai main aapka bahut bahut shukar guzaar hoon. Aapke paas jo khazana
hai uska koi muqabla nahin. Aap ise dono hathon se baant rahe hain. Khuda
aapko duniya ki har nemat de, aapko duniya ka har sukh nasseb ho. Khuda
aapko aur aapke pariwar ko hamesha khush rakhe. Channel ka naam SANGEET KA
FARISHTA RAFI rakhe.

1980saqib on Thursday, June 06, 2013
Shukriya Dinesh bhai. Aap ne Ahsan bhai ke bare mein jo bhi likha Main
bahut khush hua. Aap bhi hamesha khus rahen...

1980saqib on Thursday, June 06, 2013
Ahsan bhai Salaam Walaikum. Mere upload par aap ke liye ek comments hai.
plz check kar lijiye.

ahsan qasimindia on Thursday, June 06, 2013
Dinesh bhai mai aapki mohabbat ka kayal ho gaya . kash har rafifan aapke
jaisa kadardan ho to duniya se nafrat ka naam hi mit jayega . Khuda aapko
bhi sada khush rakhe . aameen . aapka bataya naam bhi bahut shandar hai .
InshaAllah mai 1th. july se naya chennel shuru kar raha hoon . InshaAllah .
thx. for comment dear friend.

Arif Nazar on Thursday, June 06, 2013
Thanks a lot for upload rare songs "You all RAFIANS"

1980saqib on Thursday, June 06, 2013
Thank u so much Arif Sahab for your comments.

surindersidhu00 on Thursday, June 06, 2013
Saari dyniyan ko hathaine Murakh insaan daude re Do gazz dharti bane
vechauna upper maati odhe re..Kiya baat hai. Who is the writer of this
song...Saqib Bahi aap ka aur Ahsan bhai ka geet upload karne ke liye bahut
bahut shukriya..

javed rafi on Friday, June 07, 2013
MASHA ALLAH .BHAI BHUT HI SHANDAAR NAGMA HAI.SHUKRIYA.

geet bahar on Sunday, June 16, 2013
Saqib Bhai Bahut Bahut Shukriya is anmol Bhare Khazane ke liye. Ye
Behtareen Clear geet aaj aapne share kiya hai wo Laajawab hai. Ye Geet
Upload Karke aapne Rafi fans ko jo tohfa diya hai wo anmol hai. Main
Ahsanbhai ko Pahle hi Thanks kah Chuka hoon. unke chaanel pe. Aap ko bhi ek
baar phir se Shukriya..

1980saqib on Sunday, June 16, 2013
Anil bhai aap ke iss khoobsurat se comments ka bahut bahut shukriya...

ekdesiandy on Sunday, June 16, 2013
Thanks brother. I have been listening to this song several times since first hearing couple of weeks ago. Its a most wonderful song of Rafi saab. Thanks to you and all who shared it first for the devotes of Rafi saab.

Anil Punjabi on Sunday, June 16, 2013
Thank you andy ji for sharing this gem in a enhanaced version. Very Clear Version. you are doing very nice job for rafi fans Please upload full version if you have. God bless you.

ekdesiandy on Sunday, June 16, 2013
Thank you very much brother Anil ji for your sweet comment. Much appreciated. I will do all I can to share the best possible enhanced audio of our beloved Rafi saab with all his devoted fans. I am searching from friends to find a good audio of full song and god willing someday upload the enhanced version of the full song. Thank you for your comments.

1980saqib on Saturday, June 29, 2013
Thanks...

Narpal Singh on Wednesday, July 03, 2013
I lack the words to thanks .NARPAL.

M. S. Zaman on Tuesday, August 13, 2013
Wow, simply awesome..koi aise chun chun kar kaise gaa sakta hai.Urdu
aur Hindi ka shayad hi koi muhawra ya flasafa ho jise Rafi Sahab ne apni
makhmali awaz mein hamein amanat na diya ho...Aaiye aaj hum pran karein
ki hum Rafi Sahab ki is anmol wirasat ko apni aane wali naslon tak
pahunchayenge aur Rafi Sahab ke geeton ko internet ke madhyam se itna
phailayenge ki Rafi Sahab ki azmat puri duniya par sabit ho jayegi

M. S. Zaman on Tuesday, August 13, 2013
aur is desh videsh ke bade se bade puruskar aur awards un ke samne chhotey
pad jayenge...Love Justice, Love Rafi Sahab

Mercy Daven on Tuesday, October 21, 2014
Thank you for this upload. Never heard it before. Simply beautiful!

geet bahar on Wednesday, July 08, 2015
Saqib Bhai , have you one more song from same movie -- Teen taal par
naacha main, Guzra zamana Bachpan aur jawani ka ? - Rafi saab - sad version
...

27 comments related to song Tin Taal Par Naach shown on 1 pages.


Singer: Mohammed Rafi

Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy