Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Zara Tumne Dekha To Pyar Aa Gaya - ज़रा तुमने देखा तो प्यार आ गया
zaraa tumne dekha
zaraa tumne dekha to pyar aa gaya
nigahe mili aur qarar aa gaya
zara tumne dekha
zara tumne dekha to pyar aa gaya
nigahe mili aur qarar aa gaya
mohabbat ki duniya me jab tum na aaye
ho jab tum na aaye
mohabbat ki duniya me jab tum na aaye
ho jab tum na aaye
tadap aa gayi itazar aa gaya
nigahe mili aur qarar aa gaya
zara tumane dekha
zara tumane dekha to pyar aa gaya
nigahe mili aur qarar aa gaya
ye dil kar diya hai tumhare hawale
tumhare hawale
ye dil kar diya hai tumhare hawale
tumhare hawaale
kaho ab hame aitbar aa gaya
nigaahe mili aur qaraar aa gaya
zara tumane dekha
zaraatumane dekha to pyar aa gaya
nigahe mili aur qarar aa gaya
jawani jo laayi khushi kaa zamana
khushi kaa zamana
jawani jo laayi khushi kaa zamana
khushi kaa zamana
ummido pe kitna nikhaar aa gaya
nigahe mili aur qarar aa gaya
zara tumne dekha, zara tumne dekha
to pyar aa gaya
nigahe mili aur qarar aa gaya
Comments for lyrics of song "Zara Tumne Dekha To Pyar Aa Gaya"
SK Pandey on Wednesday, May 11, 2011 What a wonderful upload of this rare gem. Lyrics - Kaif Irfani, Music -
Husnlal Bhagatram. Stars - Geetabali and Rahman. Thanks a lot.
TheSarfaraaz on Tuesday, September 20, 2011 wonderful heart touching wat a pleasure speechless
JAVED SHAKILA on Wednesday, March 16, 2011 Wah Wah..!!! Jawab nahin..!!!!!!!!!!!!