Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
Kala Bazar (1960)
Kala Bazar (1960)
Paying Guest (1957)
Paying Guest (1957)
Parakh (1960)
Parakh (1960)
House No. 44 (1955)
House No. 44 (1955)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Barsaat Ki Raat
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Yeh Ishq Ishq Hai Ishq Ishq
4.49 - 124 votes
Madhubala, Bharat Bhushan, Shyama, Ratna Bhushan
Qawwalis, Raag Based Songs, Raga - Khamaj
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.49
Total Vote(s) : 124
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Yeh Ishq Ishq Hai Ishq Ishq - ये इश्क इश्क है इश्क इश्क

ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk
jaha soch ki halat ko jaha soch ki halat ko
ja soch hi samjhega
main shama se kehta hu mehfil se nahi kehta kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

sahar tak sabka hai anzam jal kar khak ho jana
sahar tak sabka hai anzam jal kar khak ho jana
jale mahfil me koi shama ya koi parwana ho jaye kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

aa...o..wahsate dil rashno daar se roki na gayi
kisi khanjar kisi talwar se roki na gayi
ishk majnu ki wo aawaz hai
jiske aage koi laila
kisi deewar se roki na gayi kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk
wo haske agar maange to hum jaan bhi de de
wo haske agar maange to hum jaan bhi de de
ye jaan to kya chiz hai iman bhi de de kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

naazo andaaz se kahte hai ke jina hoga
jahar bhi dete hai to kahte hai ke pina hoga
naazo andaaz se kahte hai ke jina hoga
jahar bhi dete hai to kahte hai ke pina hoga
jab main pita hu to kahte haimarta bhi nahi
jab main marta hu to kahte hai ke jina hoga
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

majhabe ishk ki har rasm kadi hoti hai
har kadam par koi deewar khadi hoti hai
ishk aazad hai ishk aazad hai
hindu na musalman hai ishk aap hi dharm hai
aur aap hi imaan hai ishk
jise aaga nahi shaikho barabando
us hakikat ka garazta hua ailan hai ishk
ishk na puche hey ishk na puche din dharm nu
ishk na puche jata ????kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

raah ulfat ki khathin hai
ise aasan na samjh kyunki
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk
bahot kathin hai
bahot kathin hai dagar panghat ki
bahot kathin hai dagar panghat ki
dagar panghat ki dagar panghat ki
dagar panghat ki dagar panghat ki
bahut kathin hai dagar panghat ki
ab kya bhar lau main jamuna se matki
kya bhar lau main jamuna se matki
ab kya bhar lau main jamuna se matki
kya bhar lau main jamuna se matki
main to chali jal jamuna bharan ko
dekho sakhi ri main to chali jal jamuna bharan
nand ko chhod jamuna bharan
kya bhar lau main jamuna se matki
kya bhar lau main jamuna se matki
aa kya bhar lau main jamuna se matki
laaz rakh more ghunghat pat ki
laaz rakh more ghunghat pat ki
ab laaz rakh more ghunghat pat ki
aa...laaz rakh more ghunghat pat ki
laaz rakh more ghunghat pat ki
laaz raakho raakho raakho, laaz raakho raakho raakho
jab jab karishn ki bansi baaji
jab jab karishn ki bansi baaji nikli radha saj ke
jaan ajaan ka dhyan bhulake lok laaz ko tajke
haye ban ban doli janak dulari pahan ke prem ki mala
darshan jal ki pyasi meera
pee gayi bis ka pyala aur phir arz kari ke
laaz raakho raakho raakho, laaz raakho dekho dekho
laaz raakho raakho hey hey hey
laaz raakho raakho hey hey hey, laaz raakho raakho
aa...ye ishk ishk hai ishk ishk
ye ishk ishk hai ishk ishk ye ishk ishk hai ishk

allah or rasul ka farman ishk hai
yani hazis ishk hai kuran ishk hai
gautum ka aur masih ka arman ishk hai
ye kaaynaad jism hai aur jaan ishk hai
ishk sarmad ishk hi mansur hai
ishk musa ishk kohenur hai ?? ko devta ishk karta
bande ko khuda karta hai ishk
ha ishk ishk tera ishk ishk, ha ishk ishk tera ishk ishk
tera ishk ishk ishk ishk, tera ishk ishk ishk ishk
tera ishk ishk ishk ishk, ishk ishk ishk ishk


lyrics of song Yeh Ishq Ishq Hai Ishq Ishq

Comments for lyrics of song "Yeh Ishq Ishq Hai Ishq Ishq"
Indu Puri on Tuesday, April 16, 2013
wahsate dil rashno dar se roki na gayi kisi khanjar kisi talwar se roki na
gayi ishk majnu ki wo aawaz hai jiske aage koi laila kisi diwar se roki na
gayi. nazo andaz se kahte hai ke jina hoga jahar bhi dete hai
to kahte hai ke pina hoga jab mai pita hu to kahte hai marta bhi nahi jab
mai marta hu to kahte hai ke jina hoga...uff bavli bna deta hai iska hr
lfz mujhe.meri sbse pyari sbse jyada psndida qawwaliyon me ek hai yh

seekisforme5 on Tuesday, April 14, 2009
Beautiful...Simply Beautiful...Thank you so much for uploading this beautiful song...

TheAmitagr on Thursday, July 22, 2010
bahut badhiya song hai. this is the best qawwali

Aman Swami on Saturday, December 05, 2009
Vo Ha.Nsake Agar Maa.Nge.N To Ham Jaan Bhii Dede.N, Haa.N Ye Jaan To Kyaa
Chiiz Hai Imaan Bhii Dede.N Kyo.Nki Ye Ishq Ishq Hai Ishq Ishq, Ye Ishq
Ishq Hai Ishq Ishq Naaz\-O\-A.Ndaaz Se Kahate Hai.N Ki Jiinaa Hogaa, Zahar
Bhii Dete Hai.N To Kahate Hai.N Ki Piinaa Hogaa Jab Mai.N Piitaa Huu.N To
Kahate.N Hai Ki Marataa Bhii Nahii.N, Jab Mai.N Marataa Huu.N To Kahate
Hai.N Ki Jiinaa Hogaa Ye Ishq Ishq Hai Ishq Ishq, Ye Ishq Ishq Hai Ishq
Ishq Mazahab\-E\-Ishq Kii Har Rasm Ka.Dii Hotii Hai,

Aman Swami on Saturday, December 05, 2009
Mazahab\-E\-Ishq Kii Har Rasm Ka.Dii Hotii Hai, Har Kadam Par Koi Diivaar
Kha.Dii Hotii Hai Ishq Aazaad Hai, Hi.Nduu Naa Musalamaan Hai Ishq, Aap Hii
Dhama.R Hai Aur Aap Hii Imaan Hai Ishq Jisase Aagaah Nahii
Shekh\-O\-Barahaaman Dono, Us Haqiiqat Kaa Garajataa Hua Ailaan Hai Ishq
Ishq Naa Puchchhe Diin Dharam Nuu, Ishq Naa Puchchhe Jaataa.N Ishq De
Haatho.N Garam Lahuu Vich, Dubiyaa.N Lakh Baraataa.N Ke ... De Ishq Ye Ishq
Ishq Hai Ishq Ishq, Ye Ishq Ishq Hai Ishq Ishq Raah Ulfat ..

View all 52 comments related to song Yeh Ishq Ishq Hai Ishq Ishq - ये इश्क इश्क है इश्क इश्क


Film cast: Bharat Bhushan, Madhubala, Shyama, Ratna, Chandrashekhar, Mumtaz Begum, S K Prem, K N Singh, Peace Kanwal
Singer: Asha Bhosle, Balbir Bittu, Kamal, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, S D Batish, Shankar Shambhu, Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Roshan
Film Director: P L Santoshi
External Links: Barsaat Ki Raat at IMDB    Barsaat Ki Raat at Wikipedia
Watch Full Movie: Barsaat Ki Raat at YouTube    Barsaat Ki Raat at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Prem Parbat (1973)
Prem Parbat (1973)
Aradhana (1969)
Aradhana (1969)
Apna Desh (1972)
Apna Desh (1972)
Tower House (1962)
Tower House (1962)
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy