Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Shaadi Se Pehle
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.33 - 9 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Ye Surkh Joda Ye Badan - ये सुर्ख जोड़ा ये बदन

ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan
ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan
tum asmani hur ho, tum asmani hur ho
ya ho farishte ki dulahan
ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan
ye surkh joda ye badan

ye sokhiya aur ye ada, saanso me sargam ki sada
hoge hasi lakho magar
tumsa nahi hain waah khuda
tumsa nahi hain waah khuda
aankho me do taare saje
julfe ghata chehara chaman
ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan
ye surkh joda ye badan

dekha dil me khwab jo, su khwab ki tabir ho
to tum hi meri zindagi, tum hi meri takdeer ho
tum hi meri takdeer ho
tum bin jala degi mujhe, ye mere sine ki jalan
ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan
ye asmani hur ho, tum asmani hur ho
ya ho farishte ki dulahan
ye surkh joda ye badan, aur ye tumhara baankpan
ye surkh joda ye badan


lyrics of song Ye Surkh Joda Ye Badan

Comments for lyrics of song "Ye Surkh Joda Ye Badan"
JASBIR singh on Saturday, July 04, 2015
MOHD RAFI IS IMMORTAL...greatest singer justifying every song whether
romantic,happy,sad,bhajan.patriotic,classical,ghazal,quawali n shabad
kirtan...he is real master ...no body can touch him.he deserved
bharat rattan even before Lataji.in all duets with Lataji n
Ashaji...Rafisaab has excelled better...HAS ALSOI GEM OF A MAN...PEOPLE
CALLED HIM ANGEL

surindersidhu00 on Friday, May 10, 2013
Waheed ji, First of-all, Thank you very much for like this beautiful song.
Aap ne theek kaha kiya geet hai kiya aawaz hai RAFI SAAB ki aur doosri baat
yeh hai ke jo bhi maine is geet ki dicription likhi hai wo bilkul sahi hai,
Aap doosri movie jo Jatinder & Raakhi ki thi uska naam SHADI KE BAAD
tha.Thanks again.

waheed Riasat Bhatti on Wednesday, July 03, 2013
Sidhu00 Ji Main Aap Ko Yeh Baat Poore Yaqin Se Bata Raha Hun Ke Yeh Geet
Film "Shaadi Ke Bahad-1972) Ka Hai, Magar Saath Hi Afsos Is Baat Ka Hai Ke
Iss Song Ki Video Mujh Se Kahin Gumm Ho Gayi Hai Warna Main Upload Kar Deta
Ke Dekhen "Jitendra" Pe Picturised Hua Ke Nahin, Haan Itna Yaad Hai Ke Wo
-Almansoor Videos" Walun Ki Video Thi, Aap Woh Haasil Karne Ki Koshish
Karen, You Tube Pe Movie "Shaadi Ke Bahad-1972) Mojood Hai Aur Is Main Aik
Seene Aata Hai Jab Raakhi Ne Surkh Joda Pehna Hota Hai.

Emanuel Ferraz on Thursday, November 19, 2015
THIS VERY WELL KNOWN SONG FROM OUR PART BUT VERY RARE SONG IT IS FANTASTIK
FANTABULASTIKALY FANTABULASTYKAL THAT WE WILL NEVER STOP TO SING HER
BY THE REAL GODS
JUST LISTEN TO THAT MARVELLOUS WONDERFULL TWIST VOICES KIYA BAAT HAI BAHUT
KHOOBSURAT SHABAASH MARHABA KAMAAL AND ALSO SUPERB ENTRY AND SONORIZATION
FOR THIS GREAT TUNE

waheed Riasat Bhatti on Friday, May 10, 2013
Sidhu Ji Kaya Song Hai, Wah Rafi Sahab Wah, But Iss Ki Movie Information
Ghalat Hai, Sahi Information Kuchh Yun Hai - M-Rafi - Movie -Shaadi Ke
Bahad 1972- Lyricst - Aanand Bakshi Music By - Laxmikant Pyarelal &
Picturised On Jitendra, Thanx For Great Work Sidhu00 Ji.

View all 14 comments related to song Ye Surkh Joda Ye Badan - ये सुर्ख जोड़ा ये बदन


Film cast: Praveen Sood, Shehnaz Vahanvati, Dheeraj Kumar, Rajendra Nath, Raj Mehra, Komila Virak
Singer: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Mohammad Rafi
Lyricist: Gauhar Kanpuri
Music Director: Sapan, Jagmohan
Film Director: Karunesh Thakur
Film Producer: S M Agrawal
External Links: Shaadi Se Pehle at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy