Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Banke Lal
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ye Husn Ka Hai Baazaar
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Ye Husn Ka Hai Baazaar - ये हुस्न का हैं बाज़ार

ye husn ka hai bazaar yaha
aurat ki kahani bikti hai
aurat ki kahani bikti hai
ik jinda lash yaha bikti
ik murda jawani bikti hai
ye husn ka hai bazaar yaha
aurat ki kahani bikti hai
ik jinda lash yaha bikti
ik murda jawani bikti hai
jo biwi ko thukrate hai
wo thokar khane aate hai
o o
jo biwi ko thukrate hai
wo thokar khane aate hai
is paap ki putli ke aangan me
punay kamane aate hai
bebas aurat ki aahe aur
dil ki kurbani bikti hai
dil ki kurbani bikti hai
ye husn ka hai bazaar yaha

besharmi ki bottel khulti hai
aur tutte laaj ke daam yaha
o besharmi ki bottel khulti hai
aur tutte laaj ke daam yaha
lala ban aate ram yaha
babu ban aate shyam yaha
gokul ki gwalin bikti hai
aur awadh ki rani bikti hai
ye husn ka hai bazaar yaha
aurat ki kahani bikti hai
ik jinda lash yaha bikti
ik murda jawani bikti hai
ye husn ka hai bazaar yaha o o

jis ghar me beta aata hai
aur likhta prem ka khata hai
jis ghar me beta aata hai
aur likhta prem ka khata hai
bhugtan ko lene is jodi se
baap bhi aata jata hai
in kaale kotho pe mardo ki
meharbani bikti hai o o
meharbani bikti hai
ye husn ka hai bazaar yaha

ye aasman se nahi giri
ik dharti ki hi aayi hai
ye aasman se nahi giri
ik dharti ki hi aayi hai
jitne hai inke diwane
kai baap hai aur kai bhai hai
kulvadhu ki mehandi aur chudiya
har ek nishani bikti hai o o
har ek nishani bikti hai
ye husn ka hai bazaar yaha
aurat ki kahani bikti hai
ik jinda lash yaha bikti
ik murda jawani bikti hai
ye husn ka hai bazaar yaha


lyrics of song Ye Husn Ka Hai Baazaar

Comments for lyrics of song "Ye Husn Ka Hai Baazaar"
Priya MyMusicalHeaven on Saturday, May 23, 2015
Powerful words by Pandit Madhur in this song with satirical words about the
condition of women in society. And a powerful rendition by Mahendra Kapoor.
His idol, Rafi Sahab, would have been proud of him. I hadn't heard this
song before. Thanks, JSji.



Film cast: Prithviraj Kapoor, Sulochana Chatterjee, Sheel Kumar, Abhi Bhattacharya, Sunder
Singer: Asha Bhosle, Shamshad Begum, Mukesh, Mahendra Kapoor, Kamal Barot
Lyricist: Pandit Madhur
Music Director: Pardesi
Film Director: Ratan Kumar
Film Producer: Ratan Kumar
External Links: Banke Lal at IMDB    
Watch Full Movie: Banke Lal at YouTube    Banke Lal at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy