Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Hamjoli
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.80 - 5 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Ye Desh Hamara Pyara - ये देश हमारा प्यारा

ye desh ye desh hamara pyara
hindustan jaha se nyara
ye desh ye desh hamara pyara
hindustan jaha se nyara

hindustan ke hum hai pyare
hindustan hamara pyara
hindustan ke hum hai pyare
hindustan hamara pyara
ye desh ye desh hamara pyara
hindustan jaha se nyara

mana ke hum hind ke rahne wale
bukhe marte hai
mana ke hum hind ke rahne wale
bukhe marte hai
lekin iske ann se ab bhi
log jaha ke palte hai
lekin iske ann se ab bhi
log jaha ke palte hai
ye desh ye desh hamara pyara
hindustan jaha se nyara

jaag uthe hai hind ke wasi
hum ye jahir kar denge
jaag uthe hai hind ke wasi
hum ye jahir kar denge
waqt pada to desh pe apni
jan nichavar kar denge
waqt pada to desh pe apni
jan nichavar kar denge
ye desh ye desh hamara pyara
hindustan jaha se nyara

leke rahenge ham aazadi
wo din aane wala hai
wo din aane wala hai
leke rahenge ham aazadi
wo din aane wala hai
wo din aane wala hai
jhanda apna sari dunia par
lahrane wala hai
jhanda apna sari dunia par
lahrane wala hai
ye desh ye desh hamara pyara
hindustan jaha se nyara
hindustan ke hum hai pyare
hindustan hamara pyara
ye desh ye desh hamara pyara
hindustan jaha se nyara


lyrics of song Ye Desh Hamara Pyara

Comments for lyrics of song "Ye Desh Hamara Pyara"
Vidur Sury on Saturday, April 02, 2011
@matwala1000 Welcome, un dinon ke bahut nayab filmen kho diye gaye, aur
kuch purse(?), etc. banane mein istemal kiye gaye aur ganwaye gaye :( Phir
bhi ab unke acche mashhoor filmen mil rahi hain kuch...jaise Nai Kahani -
1943, Panna - 1944, Shahjehan - 1946, Daroga Ji - 1949, etc.

Vidur Sury on Saturday, January 08, 2011
Ji, mere paas is film se 9 bahut rare gaane hain, sirf ek missing hai: Mori
Chanchal Jawani Muskuraye by Noor Jehan Ji. Aapko ye gaana mil jaye to
please bataiyega. Ab kuch gaanon ko ikattha kar raha hoon, thoda samay baad
rare gaane upload karoonga.

matwala1000 on Saturday, April 02, 2011
acha jaairaj hero hain is film kay. thanks sir for information. jaairaaj ki
bohat kum films milti hain market main. kya wajha ho sakti hai iski?

TheEvergreenclassics on Monday, January 14, 2013
i wish, i could listen to all vintage songs on ur channel in one breath.. still hope will soon listen to all ..
thanx 4 rare upload.

MultiMissindia on Friday, January 07, 2011
WAAAH ,MADAM NOOR JEHAN KI KIYA BAT HAI KYA AAP MUJHE ...PHOOL MEIN NAZAR
,,,,,BETER VERSION MEIN UPLOAD YA LOCATE KAR SAKTE HAI

View all 15 comments related to song Ye Desh Hamara Pyara - ये देश हमारा प्यारा


Film cast: Noorjahan Zahoor Raja, Jairaj, Agha, Mukri, Jillo, Gulam Mohd
Singer: Noor Jehan
Lyricist: Anjum Pilibhiti
Music Director: Hafiz Khan
Film Director: Ismail Memon, Lukman
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy