Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bhai Aakhir Bhai Hota Hai
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Ya Khuda Ya Nabi - या खुदा या नबी

khola jab quran hafiz ne
to bismila kaha
jab suni tarif allah ki
subhan allah kaha
ahad me jab mila nime
mohammad to bana ahmad
kate sar ko uthaya aur ye kahne lage
sarmagar
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi
naam tere saikdo jaat hai teri badi
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

muajal ki sada allah hi allah
allah hi allah allah hi allah
ibadat ka maja allah hi allah
allah hi allah allah hi allah
allah hi allah
hai wo sabka khuda allah hi allah
hai quran me likha allah hi allah
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

sandal ke junglo se hua jab mera gujar
sandal ke junglo se hua jab mera gujar
to mujhko madine ki hawa yaad aa gayi
to mujhko madine ki hawa yaad aa gayi
roka hai samander ko sahare pe ret ke
roka hai samander ko sahare pe ret ke
ye dekhte hi shame khuda yaad aa gayi
ye dekhte hi shame khuda yaad aa gayi
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi
naam tere saikdo jaat hai teri badi
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

taabe me kailsa me aur hai dil insa me
taabe me kailsa me aur hai dil insa me
har shay me tu hai phir bhi dikhai nahi deta
har shay me tu hai phir bhi dikhai nahi deta
karte hai tera jikar parinde bhi adab se
karte hai tera jikar parinde bhi adab se
wo kaun hai jo teri duhai nahi deta
wo kaun hai jo teri duhai nahi deta
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi
ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi


lyrics of song Ya Khuda Ya Nabi



Film cast: Vikram Naaz, Monty, Paintal, Ranjan Grewal, Naaz
Singer: Anuradha Paudwal, Rafiq Sagar, Shailendra Singh, Penaz, Masani Paintal, Yasmin Khan, Chetan
Lyricist: Akhtar Warsi, Hasan Kamal, Chander Oberoi
Music Director: Chand Pardesi
Film Director: R Chanda
Film Producer: Sunita Kavita
External Links: Bhai Aakhir Bhai Hota Hai at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy