Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Mere Huzoor
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Wo Khushi Mili Hai Mujhko, Main Khushi Se Mar Na Jau
4.52 - 67 votes
Jeetendra, Mala Sinha, Raaj Kumar
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Wo Khushi Mili Hai Mujhko, Main Khushi Se Mar Na Jau - वो ख़ुशी मिली है मुझको, मैं ख़ुशी से मर ना जाऊँ

jo gujar rahi hai mujhpar use kaise main batau
jo gujar rahi hai mujhpar use kaise main batau
wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaau
wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaau

mere dil ki dhadkano ka ye payaam tumko pahunche
main tumhaara hamnashi hu ye salaam tumko pahunche
use bandagi main samajhu jo tumhaare kaam aanu
wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaau
jo gujar rahi hai mujhpar use kaise main batau

meri jindagi mein humdam kabhi ghum na tum uthana
kabhi aaye jo andhere mujhe pyaar se bulaana
main chiraag hu wafa ka main andhere jagmagaau
wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaau
jo gujar rahi hai mujhpar use kaise main batau

mere dil ki mehfilon mein wo makaam hai tumhara
ke khuda ke baad lab par bas naam hai tumhaara
meri aarju yahi hai main tumhaare geet gaau
wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaau
jo gujar rahi hai mujhpar use kaise main batau
wo khushi mili hai mujhko main khushi se mar na jaau


lyrics of song Wo Khushi Mili Hai Mujhko, Main Khushi Se Mar Na Jau

Comments for lyrics of song "Wo Khushi Mili Hai Mujhko, Main Khushi Se Mar Na Jau"
Anilkumar P.K on Friday, August 21, 2015
मेरे दिल की धड़कनों का ये पयाम तुमको पहुंचे
मैं तुम्हारा हमनशीं हूँ ये सलाम तुमको पहुंचे
उसे बंदगी मैं समझूँ जो तुम्हारे काम आऊं
वो ख़ुशी मिली है मुझको मैं ख़ुशी से मर न जाऊं
जो ग़ुज़र रही है मुझपर उसे कैसे मैं बताऊं ..
...रफ़ी साहिब का एक दर्द भरा
नग़मा जो दिल की गहराइयों को छू जाता है। हसरत जयपुरी के दिल में दर्द का अथाह
सागर भरा था जो उन्होंने कलमबद्ध करके संगीत प्रेमियों के मन को झकझोर के रख
दिया। वैसे ही शंकर-जयकिशन की जोड़ी ने कर्णप्रिय धुन में इस गीत को पिरोकर अमर
बना दिया है। वाह साहा जी, आपका बहुत-बहुत शुक्रिया!

rohinijanwadkar on Sunday, October 04, 2009
वाह वाह क्‍या ? आवाज और म्यूजिक ! रफी साहब की रूह आज भी दुनिया के सारे आवाज
प्रेमियों के दिलों में बसी हुयी है - दिल के आईने में तस्वीरे यार, जब जरा
गर्दन झुकाई, देख ली. !

vasantrao deshpande on Saturday, June 02, 2012
Beautiful song by RafiSahab with beautiful music of Shanar Jaikishen but
few lines are missing as " mere zindageime Humdum Kabhi Gum Na Tum na
Uthana." It would be more beautiful if these missing lines were added.

Anjana Ram on Friday, August 01, 2014
certain words pronounced by Rafi Saab is simply superb!! Absolutely no
words to express my happiness when I listen to his songs,what a great
singer!!

Mohankumar Kadambanad on Saturday, December 28, 2013
Mere Huzoor...Super hit movie with great songs...Mohd Rafi has sung all
songs in this movie, for both the heros Raaj Kumar and Jeetendra !

View all 32 comments related to song Wo Khushi Mili Hai Mujhko, Main Khushi Se Mar Na Jau - वो ख़ुशी मिली है मुझको, मैं ख़ुशी से मर ना जाऊँ


Film cast: Jeetendra, Mala Sinha, Raaj Kumar, Johnny Walker, Surekha, K N Singh, Zeb Rehman, Manorama, David, Ram Mohan, Laxmi Chhaya, Indira, Noorjehan, Madhumati, Meenakshi, Shefali, Parveen Paul, Majnu, Qamar, Ramlal, Khalid Siddiqui, Prem Prakash, Nazir Kashmiri, Master Shanoo
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Director: Dattaram Wadkar, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Vinod Kumar
Film Producer: Kuldeep Sharma, Malik Chand Kochar, Vinod Kumar
External Links: Mere Huzoor at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy