|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Tu Mauj Main Hoon Kinaara - तू मौज मैं हूँ किनारा tu mauj, main hoon kinaara milan kab hoga hamaara
tu mauj, main hoon kinaara milan kab hoga hamaara
tu mauj, main hoon kinaara milan kab hoga hamaara
ho pyaasi hai jivan ki dhaara milan kab hoga hamaara
o o o milan kab hoga hamaara
nadiya bahein chaahe kahin saagar se sangam jaruri hai
nadiya bahein chaahe kahin saagar se sangam jaruri hai
main tere bin adhura hoon tu mere bin adhuri hai
ho jaise kiran aur taara milan kab hoga hamaara
tu mauj, main hoon kinaara milan kab hoga hamaara
ho ho milan kab hoga hamaara
tune suna ya na suna main tera naam leta raha
tune suna ya na suna main tera naam leta raha
tune suni ya na suni aawaaj main deta raha
ho jo saans li dil pukaara milan kab hoga hamaara
tu mauj, main hoon kinaara milan kab hoga hamaara
ho ho milan kab hoga hamaara
jaise kisi mandir mein log rakh de kisi ki murat ko
jaise kisi mandir mein log rakh de kisi ki murat ko
dil mein basa rakha hai yun maine sajan ki surat ko
teri puja mein pal pal gujaara milan kab hoga hamaara
tu mauj, main hoon kinaara milan kab hoga hamaara
ho pyaasi hai jivan ki dhaara milan kab hoga hamaara
o o o milan kab hoga hamaara
|
Comments for lyrics of song "Tu Mauj Main Hoon Kinaara" |
|
TheSaw440 on Tuesday, April 24, 2012 Thank you for sharing this video. I love this movie, it has a lot of great song and have been looking for this movie for a long time. Can you tell me how to get this movie, would like to own it.
Thanks
Ismudianto Trah Culak Angkase on Thursday, June 27, 2013 Friends ask friends of India to apload movie lovers on youtube. Thank you.
desmitoz on Wednesday, June 13, 2012 thanks, I loved the simplicity of characters and simple drama
desmitoz on Wednesday, June 13, 2012 I dont think so its available
|
Lovers |
Film cast: | Kumar Gaurav, Padmini Kolhapure, Rakesh Bedi, Jr Mehmood, Danny Denzongpa, Tanuja, Beena | Singer: | Amit Kumar, Lata Mangeshkar | Lyricist: | Anand Bakshi | Music Director: | R D Burman | Film Director: | Bharathi Raja | Film Producer: | Rajendra Kumar | External Links: | Lovers at IMDB | Watch Full Movie: | Lovers at YouTube Lovers at YouTube |
|
|
|
|
|