|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Teri Yaadon Mein (Behen hogi teri-2017) - तेरी यादों में ( बेहन होगी तेरी- 2017)tere bina na, na, tere bina na,na
tere bina na, na, tere bina na, na
hua hai kya nahi khabar
par kuch to hai alag magar
main janti, na kuch agar
bata de kya ho gaya
phir hona kya hai, main hun tum bhi ho
mere paas ho tum par gum bhi ho
mere ashkon ki ho tum wajah
mere hothon ki ho hansi
teri yaadon mein main kho gaya
khud se juda main bhi ho gayi
teri yaadon mein milke kho gayi
khud se juda main yu ho gaya
tere bina na, na, tere bina na, na
tere bina na, na, tere bina na, na
teri yaado mein, tere bina na, na
kabhi kahi to hum mile, jaha koi bhi milta nahi
hain wahi jagah woh raste, pehle sa kuch lagta nahi
jaane kaise nashe mein, ghuse gaye hain savre
milte begano se par lag rahe ho tum kyo mere
samjhana chahu main lafzon mein tumse keh na paau
tum hi bata do kya ho gaya
phir hona kya hai, main hun tum bhi ho
mere paas ho tum par gum bhi ho
mere ashkon ki ho tum wajah
mere hothon ki ho hansi
teri yaadon mein main yu kho gaya
jaane kyo kho gaya
khud se juda mein bhi ho gayi
teri yaadon mein main bhi kho gayi
khud se juda main yu ho gaya
teri yaadon mein mein mein mein
teri yaadon mein, teri yaadon mein
teri yaadon, yaadon, yaadon,
yaadon yaadon mein, kho gayi
Behen Hogi Teri |
Film cast: | Alekh Sangal, Darshan Jariwala, Gautam Gulati, Gulshan Grover, Herry Tangri, Natasha Rastogi, Ninad Kamat, Rajkummar Rao, Ranjit, Reena Agrawal, Shruti Haasan | Singer: | Sahil Solanki, Jyotica Tangri, Arijit Singh, Juggy D, Shivi, Raftaar, Yasser Desai, Pawani Pandey, Yash Narvekar, Asees Kaur, Sukriti Kakar | Lyricist: | Sonu Saggu, Bipin Das, Anand Bakshi, Raftaar, Yash Narvekar, Amit Dhanani, Rohit Sharma | Music Director: | Jaidev Kumar, JAM8, R D Burman, Rishi Rich, Yash Narvekar, Amjad Nadeem | Film Director: | Ajay K. Pannalal | Film Producer: | Amul Vikas Mohan, Nitin Upadhyaya, Tony D'Souza |
|
|
|