|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Teri Dastaan - तेरी दास्तानkhwabon ki nagri haqeeqat banane
jo ae dil ek din ka ye qissa nahi
khud ke hone ki paheli suljhane
jo ae dil ek din ka ye qissa nahi
qadmon mein jama jo thaka chain ki neendain aati wahan
qadmon mein jama jo thaka chain ki neendain aati wahan
itni suhani bana ho na purani teri dastan
ham to na kehte andhera kehta
jugnu mein rehta ek tara rehta
ham to na kehte andhera kehta
jugnu mein rehta ek tara rehta
aansu moti ghar chuna khamiyan khaa se samjho na
itni suhani bana ho na purani teri dastan
sun lo na ghaltiyon ka hai kehna
nadaniyon me tajurba betha
jazbaton ki baton me na aana
jazbati nazron ko dikhta dhundla
aansu moti gharchuna khamiyan kha se samjho na
itni suhani bana ho na purani teri dastan
chanda tak pakka sa rasta banana
jo ae dil ek din ka ye qissa nahi
bandh baanhon ko hai khulna sikhana
jo ae dil ek din ka ye qissa nahi
ho naa puraani teri dastan
Hichki |
Film cast: | Asif Basra, Harsh Mayar, Hussain Dalal, Ivan Rodrigues, Jannat Zubair Rahmani, Neeraj Kabi, Rani Mukherjee, Sachin Pilgaonkar, Shivkumar Subramaniam, Supriya Pilgaonkar | Singer: | Harshdeep Kaur, Benny Dayal, David Klyton, Arijit Singh, Jasleen Royal, Shilpa Rao | Lyricist: | Jaideep Sahni, Raj Shekhar, David Klyton, Neeraj Rajawat, Aditya Sharma | Music Director: | Jasleen Royal | Film Director: | Siddharth P. Malhotra | Film Producer: | Maneesh Sharma | External Links: | Hichki at IMDB Hichki at Wikipedia |
|
|
|
|
|