Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aulia-e-islam
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Taj Nagari Me Wo Tajwala Hai - ताज नगरी में वो ताजवाला है

taj nagari me wo tajwala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
jiska har daur mein bolbala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re
taj nagari me wo tajwala hai re

nagpur mein roja dekha baba tajudin ka
baba tajudin ka
naam dekho kitna pyara baba tajudin ka
baba tajudin ka
waha wo aalam rahta nur ka ek dariya bahta hai
nur ka ek dariya bahta hai
aankhe ho dekhe jalwa baba tajudin ka
baba tajudin ka
sare valiyo mein dekho nirala hai wo
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj wala hai re taaj wala hai re

arna aala sab aanke apni kismat ki bate hai
apni kismat ki bate hai
sabki khatir dar hai khusala baba tajudin ka
jiske mukdar mein hi kimsat jiske mukadar mein hi nemat
jiske mukadar mein hi nemat
usko najar aata hai jalwa baba tajudin ka
baba tajudin ka
rutba unka jamane mein aala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj wala hai re taaj wala hai re

jisne iski koshish ki hai
usko manjil mil gayi hai
usko manjil mil gayi hai
kitna paak aur saf hai rasta baba tajudin ka
baba tajudin ka
aarju sabki sabki bhar late hai
mushkil mein wo kam aate hai
mushkil mein wo kam aate hai
lete hai ham naam hamesha baba tajudin ka
baba tajudin ka
hamko gam se unhi ne nikala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj nagari mein dekho nirala hai re
taaj wala hai re taaj wala hai re



Film cast: Tarbez, Sonia Sahni, Farida Jalal, Rajendra Kumar, Jayraj, Padma Khanna, Mukri, Imtiaz Khan, Naaz
Singer: Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi, Abdur Rab Chaush, Rashid Hairan, Aziz Ahmed Khan Warsi, Mahendra Kapoor, Yusuf Azad
Lyricist: Khursheed Anwar, Vikar Nagari, Qamil Chandpuri, Gauhar Kanpuri
Music Director: Jaani Babu Qawwal
Film Director: A Shamsheer
Film Producer: Ram Gopal Gupta
External Links: Aulia-e-islam at IMDB    
Watch Full Movie: Aulia-e-islam at YouTube    Aulia-e-islam at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy