|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Ta Deem Tana Deem - ता दीम तना दीम ta deem tana deem ta deem deem deem
kah do koi bedardi se jake
kahta hai jo aaj ka mausam
ta deem tana deem ta deem deem deem
kah do koi bedardi se jake
kahta hai jo aaj ka mausam
ta deem tana deem ta deem deem deem
wai jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani
tu to na hoga teri rah jayegi kahani
jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani
tu to na hoga teri rah jayegi kahani
teri ek najar me tha kya asar
tujhe kya pata tujhe kya khabar
teri ek najar me tha kya asar
tujhe kya pata tujhe kya khabar
jane kab se mere pyare sitamgar
jane kab se mere pyare sitamgar
sah raha hai dil tere sitam
ta deem tana deem ta deem deem deem
kah do koi bedardi se jake
kahta hai jo aaj ka mausam
ta deem tana deem ta deem deem deem
wai jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani
tu to na hoga teri rah jayegi kahani
jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani
tu to na hoga teri rah jayegi kahani
tu ye jaan ke bhi anjan hai ke
ye kis tarah ka tufan hai
tu ye jaan ke bhi anjan hai ke
ye kis tarah ka tufan hai
jane dunia sari jane ye mahfil
jane dunia sari jane ye mahfil
kispe kab se lut baithe hai ham
ta deem tana deem ta deem deem deem
kah do koi bedardi se jake
kahta hai jo aaj ka mausam
ta deem tana deem ta deem deem deem
wai jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani
tu to na hoga teri rah jayegi kahani
jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani
tu to na hoga teri rah jayegi kahani
jindagi hai do dino ki pal chin ki jawani
tu to na hoga teri rah jayegi kahani
|
Comments for lyrics of song "Ta Deem Tana Deem" |
|
abhay sharma on Tuesday, March 27, 2012 this is asha not lata, chgeck before u upload.d song is good but not
great
Dee Thakore on Sunday, August 11, 2013 it's not Lata...BUT.. ASHA
|
Poonam Ki Raat |
Film cast: | Manoj Kumar, Nandini, Shiv Kumar, Rajendra Nath, Prem Chopra, Sapru, Kishore Sahu | Singer: | Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Mukesh, Mohammed Rafi | Lyricist: | Shailendra | Music Director: | Salil Chowdhary | Film Director: | Kishore Sahu | External Links: | Poonam Ki Raat at IMDB Poonam Ki Raat at Wikipedia | Watch Full Movie: | Poonam Ki Raat at YouTube Poonam Ki Raat at YouTube |
|
|
|
|
|