|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Sufiye Ba Safa Manam (Female) - अली का नाम लेनाali ka naam lena
aajam woh is mein aajam hai
ke jis kisi ne pukaara
usi ke kaam aaya
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam, dam hama dam ali ali
dam hama dam ali ali, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam
matlab yahin hai haath ki har ek lakeer ka
daaman na chhutne paaye paaye
daaman na chhutne paaye janaabe ameer ka
dono jahaan usko mile jisko woh mila
hain martaba baland
hain martaba baland ali ke fakir ka
ali ji veer ho, ali ji veer ho balwan ho
dharti pita ho tum
mussairi ke khuda ho
aur mere mushkil kusha ho tum
nirali tumri leela hain, nirali tumri leela hain
nirali tumri leela hain, jagat ke sunva ho tum
kahin dharam ho tum, kahin parwah ho tum
dukhiyan ke dukh khatam huye
dukhiyan ke dukh khatam huye
manva muraad bhi mili
jaisi thi jiski aastha, jaisi thi jiski aastha
dwar tere woh hi mili
tumri sharan mein aaye ke
har jan ko shanti mili
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali
ali ali ali ali ali ali, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam, ali ali ali ali ali ali
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
dam hama dam ali ali, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam
Jaanisaar |
Film cast: | Imran Abbas, Pernia Qureshi, Muzaffar Ali, Dalip Tahil, Beena Kak, Abid Yunus Khan, Carl Wharton, Natalie Arikan, Benjamin Coakley, Mithilesh Chaturvedi | Singer: | Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Abida Parveen, Ustad Shafqat Ali Khan, Malini Awasthi | Lyricist: | Nawab Wajid Ali Shah, Rahi Masoom Reza, Neer Aleef, Daagh Dehalvi | Music Director: | Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan | Film Director: | Muzaffar Ali | Film Producer: | Meera Ali | External Links: | Jaanisaar at IMDB Jaanisaar at Wikipedia | Watch Full Movie: | Jaanisaar at YouTube |
|
|
|
|
|