Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bhagwan Samaye Sansar Mein
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Soya Hai Bhagwan Kahan Tu
3.50 - 2 votes
Sad Songs
Video of the song from youtube

Average Rating : 3.50
Total Vote(s) : 2
New Voting has been disabled for some time.






Lyrics of Soya Hai Bhagwan Kahan Tu - सोया है भगवान कहाँ तू

hota hai anyaay yaha
dekh liya ke apna jaha
soya hai bhagwaan kaha tu
soya hai bhagwaan kaha tu
maane ham tujhko apna
tu hamse anjaan bana
soya hai bhagwan kaha tu
soya hai bhagwan kaha tu

dekh le aake apni dharti
ye saapo ki basti hai
sidhe saadhe insaano ko
bin karan ye dasti hai
jo nirdoshhai us par hi kyu
dosh lagaya jata hai
anyayo ki suli par kyu
usko chadhaya jata hai
sare jag mein yaha waha
faila hai papo ka duaa
soya hai bhagwan kaha tu
soya hai bhagwan kaha tu
hota hai anyaay yaha
dekh liya ke apna jaha
soya hai bhagwaan kaha tu
soya hai bhagwaan kaha tu

sachche dharm ko jisne faada
jhuthe reet riwajo mein
bandi kiya usne hi tujhko
mandir ke darwajo mein
jo abhimaan mein aakar tere
tere shasan mein baandh daale
kyu usko hi manmani pe
tu chup hai duniya wale
bhul ke tu ye jag apna
dekh raha kiska sapna
soya hai bhagwan kaha tu
soya hai bhagwan kaha tu
hota hai anyaay yaha
dekh liya ke apna jaha
soya hai bhagwaan kaha tu
soya hai bhagwaan kaha tu

unch nich ki baat ye kaisi
tu hai agar ghat ghat wasi
bhed bhav ki deewaro mein
band bhav ki deewaro mein
band naa rah aur avinasi
o kan kan mein basne wale
o kan kan mein basne wale
ab tod de mandir ke ghere
duniya ko bata de o data
tu sabka hai sab hai tere
ae satta dhari sarwesawr
aaj naa jo tu aayega
ek nirdosh ki hatya ka
tujhko kalank lag jayega
hari aaj parbhu aaja
hari aaj parbhu aaja
hari aaj parbhu aaja



Film cast: Ashish Kumar, Kanan Kaushal, Bharat Bhushan, Abhi Bhattacharya, Jeevan, Tun Tun
Singer: Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Anuradha Paudwal
Lyricist: B D Mishra
Music Director: Anil Arun
Film Director: Satish Kumar
Film Producer: Babubhai Shah
External Links: Bhagwan Samaye Sansar Mein at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy