|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Sawan Ka Mausam Hai Sanwra - सावन का मौसम है सावराsawan ka mausam hai sawra
aaja ke man hai mera bavra
sawan ka mausam hai sawra
aaja ke man hai mera bavra
udti fizao me ujali badriya
udti fizao me ujali badriya
jaise ude malmal ki halki chunriya
jaise ude malmal ki halki chunriya
aise me dil ne tujhe yaad kiya
aaja ke man hai mera bavra
sawan ka mausam hai sawra
aaja ke man hai mera bavra
mehki hawao ne mehki hawao ne
chhede tarane chhede tarane
gane lagi haye gane lagi
bundaniya rim jim ke gane rim jim ke gane
ghir ghir ke sawan ki chhayi ghata
aaja ke man hai mera bavra
sawan ka mausam hai sawra
aaja ke man hai mera bavra
chamke hai phulo pe shabnam ke ghere
chamke hai phulo pe shabnam ke ghere
khulne lage kaliyo ke lab dhire dhire
khulne lage kaliyo ke lab dhire dhire
bhavra bhi dekh nach raha
aaja ke man hai mera bavra
sawan ka mausam hai sawra
aaja ke man hai mera bavra
Khaandan |
Film cast: | Anwar Shyam, Lalita Pawar, Maruti, Badri Prasad, Murad, Manmohan Krishna, Shyama | Singer: | Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar | Lyricist: | Ravi | Music Director: | A R Qureshi | Film Director: | M L Anand | Watch Full Movie: | Khaandan at YouTube |
|
|
|
|
|