Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sarhadein (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Ghazals
Video of the song from youtube

Lyrics of Saari Hairat Hai Meri - सारी हैरत हैं मेरी

saari hairat hai meri
saari ada uski hai
saari hairat hai meri
saari ada uski hai
saari hairat hai meri
saari ada uski hai
begunahi hai meri
begunahi hai meri
aur saza uski hai
saari hairat hai meri
saari ada uski hai

mere alfaaz mein jo rang hai
wo uska hai
mere alfaaz mein jo rang hai
wo uska hai
mere ehsaas mein jo hai
wo fiza uski hai
mere ehsaas mein johai
wo fiza uski hai

sher mere hain magar
unme mohabbat uski
sher mere hain magar
unme mohabbat uski
phool mere hai magar
badesaba uski hai
phool mere hai magar
badesaba uski hai

ek mohabbat ki ye
tasveer hai do rango mein
ek mohabbat ki ye
tasveer hai do rango mein
shauq sab mera hai
aur saari haya uski hai
shauq sab mera hai
aur saari haya uski hai
begunahi hai meri
begunahi hai meri
aur saza uski hai
saari hairat hai meri
saari ada uski hai


lyrics of song Saari Hairat Hai Meri

Comments for lyrics of song "Saari Hairat Hai Meri"
PANKAJ AGNIHOTRI on Wednesday, April 18, 2012
hahaha...ya right bro...yar main khud bhot bda fan hu sonu sir ka...bachpan
se unhe hi to suna hai,.par unka comparison hmesha RAFI SAHAB se hota
hai...to unki kuch gazal suni maine isliye mjhe lga k ye SONU NIGAM ke
level ka kam nahi tha,...he can do much better...aur baki tumhari baat b
sahi hai yaar k har kisi ki choice hoti hai..ye b depend karta hai k koi
kis feel se sun rha hai...

PANKAJ AGNIHOTRI on Tuesday, April 17, 2012
NO DOUBT NOONE CAN SING LIKE SONU NIGAM ...HE IS THE BEST..BUT THIS GAZAL
WAS NOT THAT GOOD.PLS DNT MIND FRNDS..THIS IS MY PERSONAL FEELING..

Abdul Mujeeb Azam on Wednesday, April 18, 2012
no one mind man...but everyone has his own choice,i Personally feel its
great work by Sonu jeee :)

Vineet Kapila on Friday, April 08, 2011
Very very nice ... must listen ghazal.

littlebirdie6 on Monday, April 11, 2011
AMAZING!!!



Singer: Lata Mangeshkar, Mehdi Hassan, Hariharan, Lata Mangeshkar, Nevaan Nigam, Rekha Bhardwaj, Saanjali Khadikar, Sonu Nigam, Suresh Wadkar, Usha Mangeshkar
Lyricist: Javed Akhtar, Farhat Shahzad
Music Director: Mayuresh Pai, Mehdi Hassan
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy