Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Chalte Chalte
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Pyaar Men Kabhi-Kabhi, Aisaa Ho Jaataa Hai Chhoti Si Baat
4.31 - 59 votes
Simi Garewal
Video of the song from youtube

Lyrics of Pyaar Men Kabhi-Kabhi, Aisaa Ho Jaataa Hai Chhoti Si Baat - प्यार में कभी कभी ऐसा हो जाता है छोटी सी बात

ho ho ho, ho ho
ho ho ho, ho ho ho pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
aaj sajana ka sajani se
aaj sajana ka sajani se ho raha samna
khel hi khel me dil gaya thamna, na-na ha-ha, na-na
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai

kahne ki nahi bat magar ye phir bhi kahti hu main
rahne ki nahi jagah koi tere dil me rahti hu main
kahne ki nahi baat magar ye phir bhi kahti hu main
rahne ki nahi jagah koi tere dil me rahti hu main
jeeta kara pyara me padega harana, na-na ha-ha, na-na
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
aaj sajana ka sajani se
aaj sajani ka sajana se ho raha samna
khel hi khel me dil gaya thamna, na-na ha-ha, na-na
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai

nadan samajhkar tumko dekho maaf kara diya hamne
pyar ki kitab se judai ka naam hi saaf kar diya hamne
nadan samajhkar tumko dekho maaf kara diya hamne
pyar ki kitab se judai ka naam hi saaf kar diya hamne
yaar ki baat tum kabhi na taalna, na-na ha-ha, na-na
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
aaj sajana ka sajani se
aaj sajani ka sajana se ho raha samna
khel hi khel me dil gaya thamna, ha-ha ha-ha
oh oh oh
pyar me kabhi kabhi aisa ho jata hai
chhoti si baat ka fasana ban jata hai
ho ho ho, ho ho
ho ho ho, ho ho ho
aa ha ha, aa ha
aa ha ha, aa ha ha
ho ho ho, ho ho
ho ho ho, ho ho ho


lyrics of song Pyaar Men Kabhi-Kabhi, Aisaa Ho Jaataa Hai Chhoti Si Baat

Comments for lyrics of song "Pyaar Men Kabhi-Kabhi, Aisaa Ho Jaataa Hai Chhoti Si Baat"
johntabbot on Tuesday, November 11, 2008
When I was a kid I remember listening to these songs on the spinning record player. I can still remember how the record looked. It was black with a red center and it had the label "Polygram, India ltd". Those were the days :)

Santanu Sarkar on Thursday, May 20, 2010
Such a beautiful composition. This one is the first movie as music
director for Bappi Lahiri. Nice song i love this song...

masood bin daood masood on Tuesday, March 02, 2010
Vishal Anand & Nazneen in Chalte Chalte A lovely composition By Bappi
Lahiri, sung by Shailendra Singh & Lata Mangeshkar

manav0011 on Saturday, January 17, 2009
Hi Manisha i knew that you will watch this song kya karen YAADEN AISE HI HOTI HAIN
muhabbat ki taraha WAQT dekh kar nahin aati
sarir aur aatma mei bahut fark hota hai tum wahan hoti kahan ho jahan tum samjhti ho ke tum ho hamesha se mere paas thi aur mere paas hi rahogi khud ko tum mujhse kabhi chin nahin paogi haan ye pyar ektarfa hota to sayad ye possible tha ke tumhe bhool jana tha maine mujhe pata hai ki ye ek tarfa nahin ahi bhi wohi philosophy hai KITNE BHI TU KAR LE SITAM

MANU

bavarebava on Tuesday, March 31, 2009
oye yaar rakaposhi tune to dil khush kar diya..kitne salon ke baad
yeh gana suna yaar..my god i can still remember me as a kid begging to my
father to take me to this movie..ohhh god...he bought me the
gramophone record though which i used to listen
to..polygram...ohhh god those golden childhood days..

View all 23 comments related to song Pyaar Men Kabhi-Kabhi, Aisaa Ho Jaataa Hai Chhoti Si Baat - प्यार में कभी कभी ऐसा हो जाता है छोटी सी बात


Film cast: Vishal Anand, Simi Garewal, Tarun Ghosh, Nazneen, Jagdish Raaj, Shreeram Lagoo, Jankidas, Dinesh Hingoo
Singer: Bappi Lahiri, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Shailendra Singh, Sulakhshana Pandit
Lyricist: Amit Khanna
Music Director: Bappi Lahiri
Film Director: Sunder Dhar
Film Producer: Bhisham Kohli
External Links: Chalte Chalte at IMDB    Chalte Chalte at Wikipedia
Watch Full Movie: Chalte Chalte at YouTube    Chalte Chalte at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy