|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Piya Aaja O Piya (Happy) - हो आजा रे आजा आजाho aaja re aaja aaja
mere pyar ki pyas pukare
mere pyar ki pyas pukare
janamo ki aas pukare
aaja sawan ban ke aaja
aaja sawan ban ke aaja
piya aaja o piya aaja
piya aaja o piya aaja
mere pyar ki pyas pukare
janamo ki aas pukare
aaja sawan ban ke aaja
aaja sawan ban ke aaja
piya aaja o piya aaja
piya aaja o piya aaja
teri surat jab jab dekhu
ban main kali khil jau
ban main kali khil jau
aankh se ojhal ho jau
to pal bhar mein murjhau
pal bhar mein murjhau
tan man teri khushbu mange
tan man teri khushbu mange
aaja chandan banke aaja
aaja chandan banke aaja
piya aaja o piya aaja
piya aaja o piya aaja
mere pyar ki pyas pukare
janamo ki aas pukare
aaja sawan ban ke aaja
aaja sawan ban ke aaja
piya aaja o piya aaja
piya aaja o piya aaja
ek adhura sapna hun main
tan mein kahi chhupale
tan mein kahi chhupale
manjil meri teri bahen
pyar se gale laga le
pyar se gale laga le
dil ki sargam tujh bin suni
dil ki sargam tujh bin suni
aaja dhadkan banke aaja
aaja dhadkan banke aaja
piya aaja o piya aaja
piya aaja o piya aaja
mere pyar ki pyas pukare
janamo ki aas pukare
aaja sawan ban ke aaja
aaja sawan ban ke aaja
piya aaja o piya aaja
piya aaja o piya aaja
Haqdaar |
Film cast: | Rakesh Roshan, Yogita Bali, Suresh Oberoi, Bindiya Goswami, Satyen Kappu, Dina Pathak | Lyricist: | Rajendra Krishan | Music Director: | Kalyanji - Anandji | Film Director: | S K Luthra | Film Producer: | S K Luthra | External Links: | Haqdaar at IMDB |
|
|
|
|
|