Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Pyar Kiye Ja
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Phul Ban Jaunga Sart Ye Hai Magar
4.32 - 47 votes
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Phul Ban Jaunga Sart Ye Hai Magar - फूल बन जाऊँगा शर्त ये है मगर

phul ban jaunga shart ye hai magar
phul ban jaunga shart ye hai magar
apni julfo me mujhko saja lijiye
apni julfo me mujhko saja lijiye
khwab ban jaungi shart ye hai magar
khwab ban jaungi shart ye hai magar
apni aankho me mujhko basa lijiye
apni aankho me mujhko basa lijiye

kabhi kabhi sochu ke tum mere kya ho
kabhi kabhi sochu ke tum mere kya ho
dard ho dil ka dard ho dil ka ya tum dawa ho
dard ban jaunga shart ye hai magar
dard ban jaunga shart ye hai magar
darde dil ki mujhi se dawa lijiye
darde dil ki mujhi se dawa lijiye
khawab ban jaungi shart ye hai magar
apni aankho me mujhko basa lijiye
apni aankho me mujhko basa lijiye

tumne chaha tha afsana mai ban gaya
tumne chaha tha afsana mai ban gaya
baithe bithlaye diwana mai ban gaya
hosh me laungi shart ye hai magar
hosh me laungi shart ye hai magar
ek siwa mere sab kuch bhula dijiye
ek siwa mere sab kuch bhula dijiye
apni aankho me mujhko basa lijiye

duniya me jo meri tumhi na aate
duniya me jo meri tumhi na aate
geet humare geet humare sitare na gate
geet ban jaunga shart ye magar
geet ban jaunga shart ye magar
apne kano me mujhko jagah dijiye
apne kano me mujhko jagah dijiye
khawab ban jaungi shart ye hai magar
apni aankho me mujhko basa lijiye
apni aankho me mujhko basa lijiye


lyrics of song Phul Ban Jaunga Sart Ye Hai Magar

Comments for lyrics of song "Phul Ban Jaunga Sart Ye Hai Magar"
muhammad akram Nadeem on Wednesday, August 06, 2014
phool ban jaunga very sweat melodious song lyric and theme composition
sung by muhinder kapoor and lata ji.muhammad akram nadeem

Jagjit Singh Ishar on Thursday, March 19, 2015
One of the best 7 most melodious duet of Mahinder-lata combo. Best
composition of LP duo.

Vasanta Kumar Pai on Monday, July 15, 2013
Real melody means this

Sikandar Pathan on Tuesday, August 20, 2013
Nice song and melody..

Surya Retreat on Tuesday, May 08, 2012
very nice song



Film cast: Shashi Kapoor, Mumtaz, Mehmood, Kishore Kumar, Kalpana, Rajshree, Omprakash, Veena Kumari, Chaman Puri
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar, Manna Dey
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Film Director: Shreedhar
External Links: Pyar Kiye Ja at IMDB    Pyar Kiye Ja at Wikipedia
Watch Full Movie: Pyar Kiye Ja at YouTube    Pyar Kiye Ja at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy