Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Pehchan
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.30 - 44 votes
Manoj Kumar, Balraj Sahni, Babita
Video of the song from youtube

Average Rating : 4.30
Total Vote(s) : 44
New Voting has been disabled for some time.






Lyrics of Paise Ki Pahachaan Yaha Insan Ki Kimat Koi Nahi - पैसे की पहचान यहाँ इंसान की क़ीमत कोई नहीं

paise ki pahchaan yahaan insaan ki qimat koyi nahi
bach ke nikal ja is basti me karta mohabbat koyi nahi

biwi bahan maa beti na koyi paise ka sab rishta hai
biwi bahan maa beti na koyi paise ka sab rishta hai
aankh ka aansu khun jigar ka mitti se bhi sasta hai
mitti se bhi sasta hai
sabka teri jeb se naata teri zururat koyi nahi
bach ke nikal ja is basti me karta mohabbat koyi nahi

shokh gunaaho ki ye mandi mitha zahar jawaani hai
shokh gunaaho ki ye mandi mitha zahar jawaani hai
kahte hai imaan jise wo kuchh noto ki kahaani hai
kuchh noto ki kahaani hai
bhukh hai mazhab is duniya ka aur haqiqat koyi nahi
bach ke nikal ja is basti me karta mohabbat koyi nahi

zindagi kya hai chiz yahaan mat puchh aankh bhar aati hai
zindagi kya hai chiz yahaan mat puchh aankh bhar aati hai
raat me karti byaah kali wo bewa subah ho jaati hai
bewa subah ho jaati hai
aurat ban kar is kuche me rahti aurat koyi nahi
bach ke nikal ja is basti me karta mohabbat koyi nahi
karta mohabbat koyi nahi


lyrics of song Paise Ki Pahachaan Yaha Insan Ki Kimat Koi Nahi

Comments for lyrics of song "Paise Ki Pahachaan Yaha Insan Ki Kimat Koi Nahi"
waheed Riasat Bhatti on Sunday, July 21, 2013
Paise Ki Pehchan Yahan, Insan Ki Qeemat Koi Nahin - M-Rafi- (Solo)- Movie-
(PEHCHAN-1970)- Lyrics- Neeraj- Music- Shankar-Jaikishan & Picturised On
"Background" Sidhu00 Ji Kaya Ghazab Ki Poetry Hai Iss Geet Ki, Jese
Khoon-e-Jigar Se Poet Ne Yeh Geet Likha Hai, "BIWI, BEHAN, MAA,BETI, NA
Koi, PAISE KA SAB RISHTA HAI" Aur Iss Missre Ka Tou Jawab Hi Nahin Ke
"KEHTE HAIN IMAAN JISE, CHANDD NOTUN KI KAHANI HAI" Excilent & Evergreen
Song Uploading Ka Shukriya- Waheed-03005127131.

Pramod kumar Sharma on Friday, August 27, 2010
This song exposes all the relations we boast of. Every relation is futile
here. Can you imagine the mental state of writer while writing the song! A
truly out of the world song. Thanks for loading...

Alok Sharma on Thursday, May 28, 2015
Thanks To All Dear Friends for comments, Soon i will upload more rare
videos of Rafi Sahab,,,,,God Bless You..:)

machomale100 on Thursday, July 22, 2010
Very real and hitting song by Neeraj and equally good sung by great Rafi

pandit pandit on Wednesday, August 13, 2014
great film...great songs...great acting.

View all 10 comments related to song Paise Ki Pahachaan Yaha Insan Ki Kimat Koi Nahi - पैसे की पहचान यहाँ इंसान की क़ीमत कोई नहीं


Film cast: Manoj Kumar, Babita, Sailesh Kumar, Balraj Sahni, Chand Usmani, Tiwari, Tun Tun, Sulochana
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh, Sharda (2), Suman Kalyanpur
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Indeevar, Neeraj, Varma Malik
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Sohanlal Kanwar
Film Producer: Sohanlal Kanwar
External Links: Pehchan at IMDB    Pehchan at Wikipedia
Watch Full Movie: Pehchan at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy