Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Pagle Manwa Manwa Rota Hai Kyu - पगले मनवा मनवा रोता है क्यूँ
pagle manwa manwa rota hai kyu
ab rota hai kyu
ho pagle manwa rota hai kyu
ab rota hai kyu
ho pagle manwa rota hai kyu
ab rota hai kyu
jhuthi aas lagake ret ke mahal banake
ab rota hai kyu
ho pagle manwa rota hai kyu
ab rota hai kyu
chanda ke todne ko hath badhaya kyu
tare sametne ko jholi ko pasara kyu
jholi ko pasara kyu
indardhanush ka jhula banake
jhula banake ab rota hai kyu
ho pagle manwa rota hai kyu
ab rota hai kyu
aankho ne dekha tha jo dil ne suna tha
rang bhara dhokha tha wo ek sapna tha
ek sapna tha
suray kiran se aankhe milake
aankhe milake ab rota hai kyu
ho pagle manwa rota hai kyu
ab rota hai kyu
jhuthi aas lagake ret ke mahal banake
ab rota hai kyu
ho pagle manwa rota hai kyu
ab rota hai kyu