Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Naam O Nishaan
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.29 - 7 votes
Sanjay Dutt, Amrita Singh
Masti Bhare Geet
Video of the song from youtube

Lyrics of O Tera Naam Kya Hai, O Tujhe Kaam Kya Hai - ओ तेरा नाम क्या है, ओ तुझे काम क्या है

tera naam kya hai o tujhe kam kya hai
o tera naam kya hai o tujhe kam kya hai
mil hi gaye ho to kah do kya dil ka paigam hai
kahna to kuch bhi nahi hai bas chahat ka paigam hai
re re tera naam kya hai o tujhe kam kya hai
mil hi gaye ho to kah do kya dil ka paigam hai
aji kahna to kuch bhi nahi hai bas chahat ka paigam hai
re re tera naam kya hai o tujhe kam kya hai

naam maine apna bataya to tujhe ghar ka pata chal jayega
ghar ka pata chal jate hi meri galiyo ke chakar lgayega
chakar me dal ke humko tum pichha chhudne lagi ho
aankhe ladake humse kyu aankhe churane lagi ho
pyar ki pehli nazar ka kaisa ye anzam hai re re
tera naam kya hai o tujhe kam kya hai

pata bataoge na apna hum kaise tumhe dhund payenge
aaj mili ho ithifak se kal kaise tumhe mil payenge
thoda tumhe tarsayenge phir hum zara pas aayenge
sache ho tum ya ke jhute pehle tujhe aazmayenge
sachi mohabbat ka meri kaisa ye inam hai re re
tera naam kya hai o tujhe kam kya hai

milti ho duniya ke mele me
kabhi milna tum hume akele me
milti ho duniya ke mele me
kabhi milna hume tum akele me
pata hai akele me tum kya karoge
bahut der tak ghar pe na jane doge


lyrics of song O Tera Naam Kya Hai, O Tujhe Kaam Kya Hai

Comments for lyrics of song "O Tera Naam Kya Hai, O Tujhe Kaam Kya Hai"
yuvraj01 on Saturday, September 29, 2012
Well not completley true he did have some good tracks in the 80's like Kuch
Loag Mohabbat karke ho jaatea hai barbaad..Hoga Thanedaar tu
(shahenshah).Oh Yaara tu pyaro se hai pyaara (from Kaash)...Tera chehra
kitna haseen (song starring Jackie and Farah).Zindagi khi yehi reet hai
(Mr India..) Kabhie Bekasi ne maara (Alag, Alag..) so there was some decent
tracks within that changing period...it weren't all bad...!!

WaqtKate on Sunday, August 02, 2009
1:00 and onwards, the music that inspired the opening for Jag Soona Soona
from OSO!!

Siddharth Bhattacharya on Sunday, July 20, 2008
The villain in this movie was Soni...was it Suresh Oberoi??

shaann11 on Wednesday, December 30, 2009
ur wrong..its alka, young voice..

Tiny Popy on Tuesday, August 04, 2009
yes the music is same ..vishal shekher has taken music from here

View all 10 comments related to song O Tera Naam Kya Hai, O Tujhe Kaam Kya Hai - ओ तेरा नाम क्या है, ओ तुझे काम क्या है


Film cast: Sanjay Dutt, Amrita Singh, Shashi Kapoor, Kader Khan, Shakti Kapoor, Suresh Oberoi, Nirupa Roy, Priya Tendulkar, Nivedita, Bandini Mishra, Leena Das, Seema Deo, Azad, Viju Khote, Kamal Kapoor, Birbal, Chandrashekhar, Pravin Kumar, Tinu Verma
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Indeevar
Music Director: Naresh Sharma
Film Director: Ajay Kashyap
Film Producer: B P Verma
External Links: Naam O Nishaan at IMDB    Naam O Nishaan at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy