|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Nicha Kaam Uncha Naam - नीचा काम ऊँचा नामnicha kam uncha nam nam nam
ye duniya kaisa ghorakh dhandha
nicha kam uncha nam
ye duniya kaisa ghorakh dhandha
nicha kam uncha nam
ye prani aankhe rahte andha
nicha kam uncha naam
sidha kam baba sidha kam
unche unche mahal utha le
unche unche mahal utha le
lakh bichha le pahre
lekin roke ruke na aayi
samay shakt na thehare
sar pe sada kal ka kal ka
kal ka phanda
nicha kam uncha nam
ye duniya kaisa ghorakh dhandha
nicha kam uncha nam
kashi jaye mathura jaye
kashi jaye mathura jaye
kashi jaye mathura jaye
das snan karaye
lekin man ke andhiyare me
chor chhupa muskaye
kate jeb udhar de, udhar de, udhar de
nicha kam uncha nam
ye duniya kaisa ghorakh dhandha
nicha kam uncha naam nam nam
krishan kanahiya the chori ki aur
mukh kar shyam ghuma le aankh
mukh kar shyam ghuma le aankh
krishan kanahaiya se
thodi si mafi kaun karaye
ham jo aisa kar baithe
to duniya khel banaye
kya ho jab na mile koi
na mile koi
na mile koi dhandha
nicha kaam uncha naam
ye duniya kaisa ghorakh dhandha
nicha kaam uncha naam
ye prani aankhe rahte andha
nicha kaam uncha naam
sidha kaam baba sidha kaam
nicha kaam uncha naam
nicha kaam uncha naam
Pinjre Ka Panchhi |
Film cast: | Balraj Sahni, Meena Kumari, Mehmood, Abhi Bhattacharya, Harindranath Chattopadhyay, Iftekhar, Keshto Mukherjee, Yunus Parvez, Poonam, Asit Sen | Singer: | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Manna Dey | Lyricist: | Gulzar, Shailendra | Music Director: | Salil Chowdhury | Film Director: | Salil Choudhary | External Links: | Pinjre Ka Panchhi at IMDB | Watch Full Movie: | Pinjre Ka Panchhi at YouTube Pinjre Ka Panchhi at YouTube |
|
|
|
|
|