Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
House No. 44 (1955)
House No. 44 (1955)
Anari (1959)
Anari (1959)
Dulari (1949)
Dulari (1949)
Amar (1954)
Amar (1954)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Hatimtai
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.50 - 4 votes
Funny Songs
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 3.50
Total Vote(s) : 4
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Nakhre Karti Darti Gayi Thi Main Bazaar - नखरे करती डरती गई थी मैं बाजार

nakhre karti darti darti
gayi thi mai bazar
mujhe akeli dekh ke
jam gaye log hazar
to aa gaya mujhe bukhar
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
bazar gayi thi, mai bazar gayi thi
bazar gayi thi, mai bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi

balkhati gati ithlati, lane gayi khazure
balkhati gati ithlati, lane gayi khazure
sharam ke mare mar gayi
mujhko dunia wale ghure
sharam ke mare mar gayi
mujhko dunia wale ghure
mai to banke badi hoshiyar gayi thi
mai to banke badi hoshiyar gayi thi
hay ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi

aage badhi to ek halwayi
paka raha tha halwa
aage badhi to ek halwayi
paka raha tha halwa
halwayi ka halwa jal gaya
dekhke mera jalwa
haye dekh ke mera jalwa
mai to ghunghat me leke, angar gayi thi
mai to ghunghat me leke, angar gayi thi
hay ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi

chorahe ke mod pe mujhko
mil gaya ek sharabi
bidi fek ek bola haye haye
kaha chali o bhabhi
are kidhar chali o bhabhi
chorahe ke mod pe mujhko
mil gaya ek sharabi
bidi fek ek bola haye haye
kaha chali o bhabhi
hay kaha chali o bhabhi
kahe aankho me leke mai khumar gayi thi
kahe aankho me leke mai khumar gayi thi
hay ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi

dekh ke mujhko ladne lag gaye
chumam jhuman kalwa
dekh ke mujhko ladne lag gaye
chumam jhuman kalwa
meri khatir chaku chal gaye
shahar me ho gaya balwa
haye sahar me ho gaya balwa
kahe kar ke ghar se mai singar gayi thi
kahe kar ke ghar se mai singar gayi thi
hay ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
bazar gayi thi mai bazar gayi thi
bazar gayi thi mai bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi
ui amma mai, kahe ko bazar gayi thi


lyrics of song Nakhre Karti Darti Gayi Thi Main Bazaar



Film cast: Jairaj, Shakeela, B M Vyas, Neena, Sheikh, Krishan Kumari, S N Tripathi, Meenaxi Shirodkar
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Shamshad Begum, Mister Sheikh
Lyricist: Chand Pandit, B.D. Mishra, Akhtar Romani, Raja Mehdi Ali Khan
Music Director: S N Tripathi
Film Director: Homi Wadia
External Links: Hatimtai at IMDB    
Watch Full Movie: Hatimtai at YouTube    Hatimtai at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Chalte Chalte (1976)
Chalte Chalte (1976)
Don (1978)
Don (1978)
Silsila (1981)
Silsila (1981)
Dhool Ka Phool (1959)
Dhool Ka Phool (1959)
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy