|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (Title Song) - आ गए मुंबई के सागर मे गाँव की नईयाaa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
vasudeva mumbai deva vasudeva
badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
ye signal ye local, dost naye hai tumhare
naa zyada sun na, naa zyada bol na
paane mein hawa bhi kum le saans bhi pyare
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
apna woh hota nahin jo apna lagta hai
wrong hai right, jeb hai tight, lekin sab chalta hai
rasta hai seedha jo tu tedha chale
yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
kaale kaale coat, hare hare note
taxi'ian kaali peeli
technicolor hai ye sehar, baate iski rangeeli
lekin khushiyon ka color hai kaun sa
tu pehchane ye to bas zindagi jee lee
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke |
Film cast: | Rahul Aggarwal, Paresh Rawal, Narayani Shastri, Om Puri, Ravi Kissen, Neena Gupta, Shashi Kiran, Anant Mahadevan, Rakesh Shrivastav, Neeraj Vora, Shreya Saran, Ehsaan Khan, Lalit Pandit, Shveta Salve, Manmouji | Singer: | Neeraj Shridhar, Remo Fernandes, Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan | Lyricist: | Mudassar Aziz | Music Director: | Lalit Pandit | Film Director: | Rahul Aggarwal | Film Producer: | T P Aggarwal | External Links: | Na Ghar Ke Na Ghaat Ke at IMDB Na Ghar Ke Na Ghaat Ke at Wikipedia |
|
|
|
|
|