Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Kanhaiya
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Mujhe Tum Se Kuchh Bhee Naa Chahiye
4.48 - 183 votes
Raj Kapoor, Nutan
Sad Songs, Shikwa Shikayat Songs, Raag Based Songs, Raga - Darbari
Video of the song from youtube

Lyrics of Mujhe Tum Se Kuchh Bhee Naa Chahiye - मुझे तुमसे कुछ भी ना चाहिये

mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe mere hal pe chhod do
mera dil agar koyi dil nahi
use mere samane tod do
use mere samane tod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye

mai ye bhul jaunga jindagi
kabhi muskarayi thi pyar me
mai ye bhul jaunga jindagi
kabhi muskarayi thi pyar me
mai ye bhul jaunga mera dil
kabhi khil utha tha bahar me
jinhe is jaha se bhula diya
mera naam un me hi jod do
mera naam un me hi jod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye

tumhe apna kahne ki chah me
kabhi ho sake na kisi ke ham
tumhe apna kahne ki chah me
kabhi ho sake na kisi ke ham
yahi dard mere jigar me hai
mujhe mar dalega bas ye gum
mai wo gul hu jo na khila kabhi
mujhe kyu na shaakh se tod do
mujhe kyu na shaakh se tod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye


lyrics of song Mujhe Tum Se Kuchh Bhee Naa Chahiye

Comments for lyrics of song "Mujhe Tum Se Kuchh Bhee Naa Chahiye"
Gulabchand Punjabi on Friday, April 18, 2014
mai diya hun aisaa jahan me ke jalaa hun nahin roshani..mai vah bhul
jaunga. mera dil kabhi baharme khil utha thaa..mai yah bhi bhul
jaunga meri jindagi kabhi pyaar me muskarai thi.mai vah gul hun jo kabhi
khila hi nahi.use shap se tod do...!

Prakash Rao on Sunday, October 04, 2015
Prakash Rao 47 seconds ago
Real life of reality of real lovers has be defined in this song of reel and
really heart touching and my regards to the Mukeshji and the writer of the
song. mvprakashrao, secunderabad, telangana state.

parbhu shankar purohit on Thursday, August 20, 2015
my favourite sad song in the melodious voice of mukeshji based on rag
Darbari kanhada,Lyricist Shailendraji,Music by gr,Shankarjaikishanji from
B&W film Kanhaiya1959.

peterklus on Tuesday, August 14, 2012
Such gorgeous lines: Main woh gul hoon jo na khila kabhi Mujhe kyoon na
shaakh se thod do Mukeshji imbues these lines with such meaning and
emotion. It's a lovely song.

Chiman Jagani on Tuesday, September 27, 2011
Album: Kanhaiya Year: 1959 Track: Mujhe Mere Haal Pe Chhod Do Singer:
Mukesh Album Star Cast: RajKapoor Nutan Track Star Cast: RajKapoor

View all 30 comments related to song Mujhe Tum Se Kuchh Bhee Naa Chahiye - मुझे तुमसे कुछ भी ना चाहिये


Film cast: Raj Kapoor, Nutan, Raj Mehra, Lalita Pawar, Raaj Kumar, Om Parkesh, Madan Puri, Leela Mishra, Pachhi, Vishwa Mehra, Jagdish Sethi, Uma Dutt, Nasir Hussain, Sushil, Uma Khosla, Sarita, Mona, Ratna
Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director: Dattaram Wadkar, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: S N Tripathi
Film Producer: Amrit Kapahi, Pachhi
External Links: Kanhaiya at IMDB    Kanhaiya at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy