|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Meri Tanhaiyon Mein - मेरी तन्हाइयों मेंmeri tanhaiyon me tumhara hi naam hai
tumne suna kya bas tumko dekhna
mujhko pasand hai ye tumko hai pata kya
ye lamhe ba-khabar hain humari chahaton se
aur mujhko khumaar hai bas
tumhare deedar ka tumhare deedar ka
tumhare deedar ka tumhare deedar ka
aa titliyon se ye lamhein saware
yadon ki dibiya mein inko utare
aa titliyon se ye lamhein saware
yadon ki dibiya mein inko utare
fursat mein baithe hum dono chalte waha
ho subah ka na shab ka nisa
meri angdaaiyon mein tumhara hi naam hai
tumne suna kya bas tumko dekhna
mujhko pasand hai ye tumko hai pata kya
befikri hi ho ek sang humare
duniya ki na ho haan parwah jahan pe
aise hi sapne dekhe dil bezuban
sajde mein tere ho hai ye dua
meri parchaiyon mein tumhara hi naam hai
tumne suna kya bas tumko dekhna
mujhko pasand hai ye tumko hai pata kya
Jaane Kyun De Yaaron |
Film cast: | Abhay Bhargav, Abhishek Sharma, Akshay Anand, Chetna Pande, Daya Pandey, Heena Panchal, Kabir Bedi, Raghu Raja, Usha Nadkarni, Viju Khote, Yashwant Singh | Singer: | Raghu Raja, Arijit Singh, Mamta Sharma, Brijesh Shandilya, Tochi Raina, Sikander Kahlon, Harmaan Nazim K Ali | Lyricist: | Vaishali Malviya, Prashant Ingole, Atique Allahabadi, Manik Batra, Deepak Agarwal, Sikander Kahlon | Music Director: | Chand Sadhwani, Satya I, Manik Batra, Afsar I, Deepak Agarwal, Sikander Kahlon | Film Director: | Akshay Anand | Film Producer: | Rishi Bhatia, Vishal Bhatia | External Links: | Jaane Kyun De Yaaron at IMDB Jaane Kyun De Yaaron at Wikipedia |
|
|
|
|
|