|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Meri Rato Ka Mahtab Tu Hai - मेरी रातो का महताब तू हैmeri raato ka maahtaab tu hai
meri raato ka maahtaab tu hai
meri nind tu hai khwab tu hai
aana tu hibbo milanbi mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
ya mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
meri raato ka maahtaab tu hai
meri raato ka maahtaab tu hai
meri nind tu hai khwab tu hai
aana tu hibbo milanbi mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
ya mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
aankhe katil aankhe katil
pathar ka dil pathar ka dil
chehra hai masum mera haal kya hai
tujhko ye kya malum
aankhe katil aankhe katil
pathar ka dil pathar ka dil
chehra hai masum mera haal kya hai
tujhko ye kya malum
do ghadi paas aa sangdil kya kaha sun liya na
aana tu hibbo milanbi mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
ya mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
ruhe roshan samne ho aur teri deed ho
chand nikle ya na nikle roz meri eid ho
sar mera jhuk gaya meharba sukariya sun liya na
aana tu hibbo milanbi mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
ya mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
is aalam me is aalam me are
is masti me is masti me dunia ko mat bhul
dil ki rah me dilbar kuch kate hai kuch phul
is aalam me is aalam me are
is masti me is masti me dunia ko mat bhul
dil ki rah me dilbar kuch kate hai kuch phul
aana tu hibbo milanbi mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
ya mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
meri raato ka maahtaab tu hai
meri nind tu hai khwab tu hai
aana tu hibbo milanbi mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
ya mahbubi ya mahbubi ya mahbubi
|
Comments for lyrics of song "Meri Rato Ka Mahtab Tu Hai" |
|
akarshik on Sunday, February 16, 2014 Marvelous upload Ajay Bhai. Loved it.
Nasir Ali on Wednesday, April 10, 2013 Thanks for the Rare Treat!
|
Smuggler |
Film cast: | Mukri, Sanjeev Kumar, Kumkum, Sheikh Mukhtar, Helen, Agha, Uma Dutt, Hiralal, Madhumati, Polsan, Poornima, Shekhar Purohit | Singer: | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Lyricist: | Assad Bhopali, Indeevar | Music Director: | Ganesh | Film Director: | Aspi Azad | Film Producer: | Ratan Mohan | External Links: | Smuggler at IMDB | Watch Full Movie: | Smuggler at YouTube |
|
|
|
|
|