Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Maula Maula - मौला मौला
ve maula ve ve maula ve
maula maula lagai maine loto se
maula maula lagai maine loto se
ban gayi jogan ban gayi jogan
bhulaya jag tere bharose maula maula
ve maula maula ve maula maula
maula maula lagai maine loto se
kisi naam se bhi mai tujhko bulau
chahe padhu kalma ya phool chadhau
tu hai door mujhse kahan maula re
bhighi hai ye sansei meri teri yadon se
ve maula maula ve maula maula
maula maula lagai maine loto se
ve maula ve ve maula ve
maula maula lagai maine loto se