Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Meharbaani
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Mat Poochh Ke Kiske Aashiq Hai
4.60 - 5 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Mat Poochh Ke Kiske Aashiq Hai - मत पूछ के किस के आशिक है

mat puch ke kis ke aashiq hai
mat puch ke kis ke aashiq hai
chup rehna humara kaafi hai chup rehna humara kaafi hai
iss pardanashi ka iss pardanashi ka raaz hai hum
bas itna ishara kaafi hai bas itna ishara kaafi hai
mat puch ke kis ke aashiq hai
kaun hai wo pardansahi nazanee mehjabee
yahan pardanashi to laakho hai
yahan pardanashi to laakho hai
kaliyo mein hai khushboo pardanashi
aankho mein hai aansu pardanashi
main pardanashi tu pardanashi main pardanashi tu pardanashi
har ek justju pardanashi har ek justju pardanashi
har dil mein mohabbat pardanashi
har dil mein mohabbat pardanashi
dilbar ki inayat pardanashi dilbar ki inayat pardanashi
pardanashi kaun hai wo pardanashi nazanee mehjabee
yahan pardanashi to laakho hai
phir kaise ishara kaafi hai phir kaise ishara kaafi hai
agar raaz khule to baat bane baat bane
agar raaz khule to baat bane
ye kehena humara kaafi hai
chup rehna humara kaafi hai
mat pucho ke kis ke aashiq hai

koi aur kahe isse pehle tum dil ki hakikat khud keh do
koi aur kahe isse pehle tum dil ki hakikat khud keh do
jise karti hu sajde chhup chhup kar
hai kaun si surat khud keh do hai kaun si surat khud keh do
hai kaun si surat khud keh do
iss betaabi ke aalam mein iss betaabi ke aalam mein
jo wakt guzara kaafi hai jo wakt guzara kaafi hai
agar raaz khule to baat bane

aahen aansu dard jigar ka ishq mein hai saugaaten
tod takhati fade kagaz fek de kalam dawate
ek talab mehboob ki rakhe din ho chaahe raaten
ishq na yaar ka mazhab puche naa hi puche jaate
ishq agar raaz hai to use parde mein hi rehna chahiye
kisi ka raaz hai muh se ye bhi to nahi kahna chahiye
kabhi ishq chhupaye chhupta nahi hai
chehre se ayaa ho jata hai
kabhi ishq chhupaye chhupta nahi hai
chehre se ayaa ho jata hai
suli bhi ishq mansoor ishq suli bhi ishq mansoor ishq
musa bhi ishq kohitur ishq musa bhi ishq kohitur ishq
har husan ki aankh ka noor ishq
har husan ki aankh ka noor ishq
hai masti mein makhmoor ishq hai masti mein makhmoor ishq
nazdeek nahi hai dur ishq nazdeek nahi hai dur ishq
aur ishq mein chakna chur ishq aur ishq mein chakna chur ishq
pucho jo hakikat ishq ki to
hai maula ko manzoor ishq hai maula ko manzoor ishq
hai maula ko manzoor ishq
kabhi ishq chhupaye chhupta hai chehre se ayaa ho jata hai
hotho pe ho mohar-e-khaamoshi
nazaron se baya ho jata hai nazaron se baya ho jata hai nazaron se baya ho jata hai
iss raaz ko raaz hi rehne do iss raaz ko raaz hi rehne do
pucho na dobara kaafi hai pucho na dobara kaafi hai
agar raaz khule to baat bane

hai ishq na baat ko aur bada tu husan ka loha maan bhi jaa
hai ishq na baat ko aur bada tu husan ka loha maan bhi jaa
iss husan ka rutbaa pare pare iss husan ka rutbaa pare pare
jise ishq bhi sajda kare kare jise ishq bhi sajda kare kare
saakhi bhi husan maykhar husan
saakhi bhi husan maykhar husan
har phool husan guldaar husan har phool husan guldaar husan
mohtaaj nahi mukhtaar husan mohtaaj nahi mukhtaar husan
mukhtaar bhi ha dildaar husan mukhtaar bhi ha dildaar husan
nahi husan hai to duniya mein kuch bhi nahi
hai khaas khuda ka yaar husan hai khaas khuda ka yaar husan
hai khaas khuda ka yaar husan hai ishq naa baat ko aur bada
tu husan ka loha maan bhi ja
hai dono ka mazhab ek wafa
aa uthkar mujhko gale laga aa uthkar mujhko gale laga
tu mera khuda main tera khuda


lyrics of song Mat Poochh Ke Kiske Aashiq Hai

Comments for lyrics of song "Mat Poochh Ke Kiske Aashiq Hai"
semarakapini kampung on Monday, August 13, 2012
please upload the movie please..



Film cast: Mahendra Sandhu, Sarika, Hema Malini
Singer: Mahendra Kapoor
Lyricist: Ravindra Jain
Music Director: Ravindra Jain
Film Director: A Narang
Film Producer: A Narang, Ajit Singh Deol
External Links: Meharbaani at IMDB    Meharbaani at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy