Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mai Hu Piya Nadiya - मैं हूँ पिया नदिया
main hu piya nadiya aur tum ho kinara
janm janm ka sajni sath humara
ha main hu piya nadiya aur tum ho kinara
janm janm ka sajni sath humara han sath tumhara
dekh ke surj hansti surjmukhi
dekh ke surj hansti surjmukhi
dekha tumhe hui meri aankhiya sukhi
dekha tumhe hui meri aankhiya sukhi
mujhko mila hai tumhara sahara ho tumhara sahara
janm janm ka sajni sath humara ha sath humara
main hu piya nadiya aur tum ho kinara
janm janm ka sajni sath humara ha sath humara
sajni jiwan ki badi teri dagar hai teri dagar hai
sajn mere sath to fir mujhko kya dar hai kiska dar hai
sajni jiwan ki badi teri dagar hai teri dagar hai
sajn mere sath to fir mujhko kya dar hai kiska dar hai
bahti rhaegi jiwan ki dhara ya jiwan ki dhara
janm janm ka sajni sath humara ha sath humara
main hu piya nadiya aur tum ho kinara
janm janm ka sajni sath humara ha sath humara