Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Lo Jawani Ka Zamana Aa Gaya - लो जवानी का ज़माना आ गया
lo jawani ka jamana aa gaya
lo jawani ka jamana aa gaya
zindagi ko muskurana aa gaya
lo jawani ka jamana aa gaya
lo jawani ka jamana aa gaya
aarzuo ki sawari aa gayi
aarzuo ki sawari aa gayi
ab najar milne ki bari aa gayi
ab najar milne ki bari aa gayi
ik najar se
ik najar se dil churana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya
zindagi ko mukurana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya
aankho ke dore gulabi ho gaye
aankho ke dore gulabi ho gaye
dekhane waale sharaabi ho gaye
dekhane waale sharaabi ho gaye
har kadam par
har kadam par ladkhadana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya
zindagi ko mukurana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya
yu jawani ka pata deta hai dil
yu jawani ka pata deta hai dil
chupke chupke siskiya leta hai dil
chupke chupke siskiya leta hai dil
husn se aankhe
husn se aankhe ladana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya
lo jawani ka zamana aa gaya