Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Ek Second Jo Zindagi Badal De
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye - क्यों मांग ये खाली है बस तेरे लिए

kyun maang yeh khaali hai bas tere liye
kyun suni kalaayi hai bas tere liye
na aankhon mein kaajal na pairon mein paayal
na pairon mein paayal na aankhon mein kaajal
haalat kya bana li hai bas tere liye
kyun maang yeh khaali hai bas tere liye

uski raahon mein duniya ne kaante bichhaye hai
jisne bhi pyaarwaale sapne sajaaye hai
jaise suraj chaand gagan me ugte dhalte aaye hai
waise hi pyaar karane waale milte aaye hai
sach bolo na sach bol diya
yun dolo na mann dol gaya
kyun ungli khaali hai bas tere liye
na mundri daali hai bas tere liye
na aankhon mein kaajal na pairon mein paayal
na pairon mein paayal na aankhon mein kaajal
haalat kya bana li hai bas tere liye
kyun maang yeh khaali hai bas tere liye

na karna aisa waada na khaana aisi kasamein
jinko nibhana ho mushkil jo ho na hamare bas me
ha ji ha maalum hai yeh hai maalum duniya ki rasme
tute dilo ke na bandhan tute na chaahat ki kasme
sach bolo na sach bol diya
yun dolo na mann dol gaya
har ada niraali hai bas tere liye
har cheej sambhaali hai bas tere liye
na aankhon mein kaajal na pairon mein paayal
na pairon mein paayal na aankhon mein kaajal
haalat kya bana li hai bas tere liye
kyun maang yeh khaali hai bas tere liye
la la la la la bas mere liye


lyrics of song Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye

Comments for lyrics of song "Kyun Maang Yeh Khaali Hai Bas Tere Liye"
apnasapna2 on Thursday, July 30, 2009
moammar rana doing an indian movie?? wow nice first it was humayun saeed,
then mona lisa, then zara sheikh and now moammar. kool

kareeena1234 on Thursday, July 30, 2009
yes its new but its not paki its indian

MsZoya1111 on Saturday, June 12, 2010
the song is fantastic.great job



Film cast: Manisha Koirala, Jackie Shroff, Nikita Anand, Muammar Rana, Rozza Catalano, Agastyaa Singh, Hanbir Malik, Suniiel Singh
Singer: Adnan Sami, Alisha Chinoy, Alka Yagnik, Anand Raj Anand, Arvinder Singh, Richa Sharma, Shaan, Sunidhi Chauhan
Lyricist: Anand Raj Anand, Pradeep Chaudhary
Music Director: Sawan Kumar, Arvinder Singh, Anand Raj Anand
Film Director: Partho Ghosh
Film Producer: Rachna Sunil Singh
External Links: Ek Second Jo Zindagi Badal De at IMDB    Ek Second Jo Zindagi Badal De at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy