Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Tyaag Patra
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.60 - 5 votes
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Kya Sach Hai Kya Jhooth Hai Jiwan Ki Kise Pahchan - क्या सच है क्या झूठ है जीवन की किसे पहचान

kya sach hai kya jhuth hai kya sach hai kya jhuth hai
jiwan ki kise pahchan samjha hai kisne ise aaj tak
kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai

jaise rat ke andar koi angara rah jata hai jalne ke liye
mom samarpan me bhi to
vidroh panapta rahta hai mitne ke liye
jani kisne peed parayi khilne se pahle murjhai
adhro ki muskan samjha hai kisne ise aaj tak
kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai
jiwan ki kise pahchan samjha hai kisne ise aaj tak
kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai

jina bas ki bat nahi hai marne ka adhikar nahi chalna hai badi
sanso par pahra baitha hai jine me bhi sar nahi tuti hai kadi
jhuthe rishte nate sare apne hi sapno se hare uljhan me hai pran
samjha hai kisne ise aaj tak kiske hatho me hai ye kaman
kya sach hai kya jhuth hai jiwan ki kise pahchan
samjha hai kisne ise aaj tak kiske hatho me hai ye kaman
kya sach hai kya jhuth hai

jiwan hai ek lakshman rekha
jisne na isko dekha girta hi gaya
kashturi marig ki tarah bhagta wo jungle jungle gira hi gaya
puri na hoti hai chahi kitni anjani hai rahe
manjil hai anjan samjha hai kisne ise aaj tak
kiske hatho me hai ye kaman kya sach hai kya jhuth hai
kya sach hai kya jhuth hai kya sach hai kya jhuth hai


lyrics of song Kya Sach Hai Kya Jhooth Hai Jiwan Ki Kise Pahchan

Comments for lyrics of song "Kya Sach Hai Kya Jhooth Hai Jiwan Ki Kise Pahchan"
MusafirHoonYaro on Tuesday, April 24, 2012
When I first heard this song - I heard the verses - I thought it was a
Mukesh song! I did not realize it was my "Bhagvaan" Shri Jagjit Singh.

MusafirHoonYaro on Tuesday, April 24, 2012
Jagjit Singh sang this for a film "Tyaag Patra" which is a 1978 film!



Film cast: Pratap Sharma, Vidya Sinha, Sadhu Mehar, Satyen Kappu, Jagdish Raaj, S Dubey
Singer: Jagjit Singh, Dilraj Kaur, Sumitra Lahiri
Lyricist: Shiv Shankar Vashisht
Music Director: Ajay Swami
Film Director: Ramesh Gupta
Film Producer: Mahendra Binayake
External Links: Tyaag Patra at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy