Enter Search Text

Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Beyond Boundaries - Apna Bana Le (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Kunj Galin - कुञ्ज गलिन में बैठी राधा

kunj galin mein baithi radha
kunj galin mein baithi radha
raah nihare shyam ki raah nihare shyam ki
kunj galin mein baithi radha
raah nihare shyam ki
raah nihare shyam ki
odh ke pahre laaj ki chunar
odh ke pahre laaj ki chunar
pahan ke chudi tere naam ki
odh ke pahre laaj ki chunar
pahan ke chudi tere naam ki
kunj galin mein baithi radha
raah nihare shyam ki
kunj galin mein kunj galin mein
kunj galin mein kunj galin mein
kunj galin mein kunj galin mein
kunj galin mein kunj galin mein

jogan preet ka jog lagayi
sagre jag se bahi parayi
jogan preet ka jog lagayi
sagre jag se bahi parayi
bairan duniya ka pahchane
bairan duniya ka pahchane
jo tan laage so tan chahe
jo tan laage so tan chahe
kunj galin mein baithi radha
kunj galin mein baithi radha
raah nihare shyam ki shyam ki
nainan beech hain neer ki dhara
jamuna jal bhi lagta khara
nainan beech hain neer ki dhara
jamuna jal bhi lagta khara
nainan beech hain neer ki dhara
jamuna jal bhi lagta khara
madhuban madhuban aag lapat hain
madhuban madhuban aag lapat hain
sukha sukha har panghat hain
sukha sukha har panghat hain
sukha sukha har panghat hain
kunj galin mein baithi radha
kunj galin mein baithi radha
raah nihare shyam ki
raah nihare shyam ki
kunj galin mein kunj galin mein
kunj galin mein kunj galin mein
kunj galin mein kunj galin mein
kunj galin mein kunj galin mein

murali taan mein radhe tan mein pran mein radhe

prem diwani tu kya jane dil tere krishan hain radhe

kunj galin mein kunj galin mein radhe radhe

lyrics of song Kunj Galin

Singer: Aadesh Shrivastava
Lyricist: Sameer
Music Director: Aadesh Shrivastava
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy