Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kuch Na Kaho - कुछ ना कहो
kuchh na kaho maine sun liya
kuchh na kaho maine sun liya
dur reh kar bhi tumko chhu liya
hontho ko pyasa rakha hai par
aankho se tumhe chum liya
kuchh na kaho maine sun liya
dur reh kar bhi tumko chhu liya
hontho ko pyasa rakha hai par
aankho se tumhe chum liya
baaho me aao na, khwabo me main kehta hoon
baaho me aao na, khwabo me main kehta hoon
nind me sab jaayiz hain
yeh soch ke khush rehta hoon
kaagaz pe mat waste karo
aankho ne sab padh liya
kuchh na kaho maine suna liya
haatho pe to kabu hai, khayalo ko kaise samjhaau
haatho pe to kabu hai, khayalo ko kaise samjhaau
muskura ke paas aati ho
chahti ho tum ki mai mar jaau
mera dil kya koi cheque hai
jo apna naam sign kar liya
kuchh na kaho maine sun liya
dur reh kar bhi tumko chhu liya
hontho ko pyasa rakha hai par
aankho se tumhe chum liya
tumhe chum liya, tumhe chum liya
Comments for lyrics of song "Kuch Na Kaho"
Kiran Varma on Monday, May 11, 2015 Kuchh na kaho maine sunn liya
Door reh kar bhi tum ko chhoo liya
Honthon ko pyaasa rakha hai par
Aankhon se tumhe choom liya
Baahon mein aao na
Khaabon mein main kehta hoon
Neend mein sab jaayaz hai
Yeh soch ke khush rehta hoon
Kaagaz pe mat waste karo
Aankhon mein sab padh liya
Haathon pe toh kaaboo hai
Khayaalon ko kaise samjhaaun
Muskura ke paas aati ho
Chaahti ho tum ki main mar jaaun
Mera dil kya koi cheque hai
Jo apna naam sign kar liya
Kuchh na kaho maine sunn liya
Door reh kar bhi tum ko chhoo liya