Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Jaanay Do (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Pop Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Kraar Dil Kaa Karaar - करार दिल का करार

teri ek chhuwan se jaaga yeh kaisa ehsaas
pehle to mehsus hui na mujhko aisi pyaas
pehli pehil baar baliye, dil gaya haar baliye
rabba mainu pyaar ho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya
pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye
rabba mainu pyaar ho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya
dil ka qaraar kho gaya

bhole teri soni soni ankha mastaaniya
pyaar ke liye yeh dengi laakhon qurbaaniya
karke ek baar baliye, dil gaya haar baliye
rabba mainu pyaar ho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya
pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye
rabba mainu pyaar ho gayahai, dil ka qaraar kho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya

tere liye, tere liye marta hai maahiya
phir kyoon judaai se dil darrta hai maahiya
tujhpe jaan nisaar baliye, dil gayi haar baliye
rabba mainu pyaar ho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya
pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye
pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye
rabba mainu pyaar ho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya
dil ka qaraar kho gaya
hai dil ka qaraar kho gaya
hai, dil ka qaraar kho gaya

Comments for lyrics of song "Kraar Dil Kaa Karaar"
hellodebabrata on Thursday, August 04, 2011
Singer - Ali Haider Album - Qarar - 1991 My comment - Great song, love all
the way

hamood701 on Thursday, January 02, 2014
your hearing one of the greatest pop songs ever..i respect you all for
this

JAYANT RAGHAV on Friday, May 08, 2015
Could listen to this song on cassette like 20-25 times.. still its so
fresh..

Hussain Kaiser on Thursday, December 11, 2014
My childhood memory, this melodious song never dies 

Nasir Ali on Wednesday, May 09, 2012
its Qarar album 1991 i still h ave the album

View all 8 comments related to song Kraar Dil Kaa Karaar - करार दिल का करार


Singer: Ali Haider
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy