Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aankhen
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 8 votes
Nalini Jaywant, Shekhar
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Kisi Ki Yad Mein Ro Ro Ke (Mohabbat Karen Walo Ki, Yahi Anjam Hota Hai) - किसी की याद में रो रो के अपने, दिन गुजरतें हैं

kisi ki yaad mein ro ro ke apne, din guzarte hai
ye kaisi zindagi hai, hum na jeete hai, na marte hai
mohabbat karne walo ka
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
tadapna un ki qismat mein
tadapna un ki qismat mein
to subah-o-sham hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai

humesha ke liye duniya mein, do dil mil nahi sakte
humesha ke liye duniya mein, do dil mil nahi sakte
do dil mil nahi sakte
nazar milna judai ka
nazar milna judai ka hi, ik paigam hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai

meri barbadiyan bhi dekh li, tumne jahan walo
meri barbadiyan bhi dekh li, tumne jahan walo
are tumne jahan walo
jo karta hai mohabbat wo
jo karta hai mohabbat wo, yu hi nakam hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai

na din mein chain hai humko, na raato ko karar aaye
na din mein chain hai humko, na raato ko karar aaye
na raato ko karar aaye
bata de koi duniya mein
bata de koi duniya mein, kahan aaram hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai


lyrics of song Kisi Ki Yad Mein Ro Ro Ke (Mohabbat Karen Walo Ki, Yahi Anjam Hota Hai)

Comments for lyrics of song "Kisi Ki Yad Mein Ro Ro Ke (Mohabbat Karen Walo Ki, Yahi Anjam Hota Hai)"
Premendra Singhal on Tuesday, October 14, 2014
The Child actor is Laxmikant of Great Music Duo Laxmikant Pyarelal



Film cast: Shekhar, Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Cuckoo, Bharat Bhushan, Yaqub, Anwari, Bhudo Advani
Singer: Madan Mohan, Meena, Mohammed Rafi, Mukesh, Shamshad Begum, Uma Devi
Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan, Bharat Vyas, Deepak
Music Director: Madan Mohan
Film Director: Devendra Goel
External Links: Aankhen at IMDB    Aankhen at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy