Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Maya Memsaab
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Khud Se Baate Karte Rehana
3.75 - 4 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Khud Se Baate Karte Rehana - खुद से बातें करते रहना

khud se baate karte rahna
khud se baate karte rahna
baate karte rahna
o aankhe munde din me mithi raate bharte rahna
khud se baate karte rahna
khud se baate

khud se kahna, jati hu main
khud se kahna, jati hu main
khud se kahna, aayi main
aisa bhi toh hota hai na
halki si tanhai me
tanhai me tasveero ke
tanhai me tasveero ke chehre bharte rahna
khud se baate karte rahna
baate karte rahna
o aankhe munde din me mithi raate bharte rahna
khud se baate karte rahna
khud se baate

bheege bheege mausam me kyu
bheege bheege mausam me kyu
barkha pyasi lagti hain
ji toh khush hota hai lekin
ek udasi lagti hain
ae we hi bas ruthi khud se
ae we hi bas ruthi khud se
ae we mante rahna
khud se baate karte rahna
baate karte rahna
o aankhe munde din me mithi raate bharte rahna
khud se baate karte rahna
khud se baate


lyrics of song Khud Se Baate Karte Rehana

Comments for lyrics of song "Khud Se Baate Karte Rehana"
Shivali Vaid on Friday, July 19, 2013
Khud se baate karte rehana, baate karte rehana Aankhen munde din me mithee
raate bharte rehana Khud se kehna jatee hu mai, khud se kehna aai mai Aisa
bhee toh hota hai na halkee see tanhai me Tanhai me tasviro ke chehare
bharate rehna Khud se baate karte rehna...

Shivali Vaid on Monday, October 21, 2013
Khud Se Baatein Karte Rehna Baatein Karte Rehna aankhen Moonde Din Mein
Meethi Raatein Bharte Rehna

meera - on Saturday, January 05, 2013
Gulzaar Saab ke yuun to saare gaane achhe late hein par lagta ye bhi mera
fev song hai GULZAAR SAAB IS D BEST MY FEV .

Satyajit Sahu on Tuesday, July 23, 2013
Hridayanath Mangeshkar's beautiful music... he certainly keeps some of his
best compositions for his dear sister.

rinky200218 on Sunday, August 15, 2010
@meangeloftheodd All thanks to the great Hridaynath Mangeshkar.He should
make more music.



Film cast: Shahrukh Khan, Deepa Sahi, Raj Babbar, Farooq Sheikh, Paresh Rawal, Om Puri, Rajesh Vivek, Raghuveer Yadav, Satyadev Dube, Shreeram Lagoo, Srivallabh Vyas, Arvind Vaidya, Manish Nagpal, Idries Malik, Ritu Shivpuri
Singer: Kumar Sanu, Lata Mangeshkar, Hridaynath Mangeshkar
Lyricist: Gulzar
Music Director: Hridayanath Mangeshkar
Film Director: Ketan Mehta
Film Producer: Ketan Mehta
External Links: Maya Memsaab at IMDB    Maya Memsaab at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy