Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sapoot
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Kajal Kajal Teri Aankho Ka
4.10 - 10 votes
Sunil Shetty
Video of the song from youtube

Lyrics of Kajal Kajal Teri Aankho Ka - काजल काजल तेरी आँखों का

kajal kajal teri ankho ka ye kajal
pagal pagal kar deta hai mujhe pagal
payal payal tere pairo ki ye payal
ghayal ghayal kar deti hai mujh ghayal
maine dil diya haye haye
tera dil liya haye haye kya bura kiya haye
maine dil diya tera dil liya kya bura kiya

kajal kajal meri ankho ka ye kajal
pagal pagal kar deta hai tujh pagal
payal payal mere pairo ki ye payal
ghayal ghayal kar deti hai tujh ghayal
maine dil diya haye haye
tera dil liya haye haye kya bura kiya haye
maine dil diya tera dil liya kya bura kiya

ankho me tere kala jo til hai
sadiyo purana ha mera vo dil hai
sabse juda hai teri adaye tujhpe fida hai meri vafaye
tere liye janam jan meri jaye
bukh bhi lage na nind bhi na aaye
tujhse ye puche mere nain sharmile
kis din honge gore hath mere pile
tune kuch kaha maine sun liya
maine sun liya maine chun liya haye haye
apna piya haye haye kya bura kiya haye
maine chun liya apna piya kya bura kiya

sine me mere bas tu hi tu hai
dhadkan hai dil ki ha tu meri ruh hai
tu mera dil hai mera jigar hai
tu samne hai tujhpe nazar hai
dhadke mera dil tere nam par
kahi dur le chal hath tham kar
ankhe mila ke tune mere dil ko jeeta
ankho me padh li maine preem ki geeta
pyar ka tofa tan man diya tan man diya
maine bun liya haye haye sapna naya
haye haye kya bura kiya haye
maine bun liya sapna naya kya bura kiya


lyrics of song Kajal Kajal Teri Aankho Ka

Comments for lyrics of song "Kajal Kajal Teri Aankho Ka"
khan sahib on Tuesday, November 05, 2013
amit kumar and asha . both well suited in there song. depth and richnessand
sweetnesscan easily be felt

LUQY4LYF on Saturday, October 26, 2013
i agree also alka as well i think kumar sanu and alka would of been better
combo

mramo on Tuesday, May 21, 2013
I think the combination should have been Kumar Sanu and Asha Bholse

lala zar on Sunday, June 17, 2012
kumar sanu version alwayz better then others.

sanieeeee1 on Thursday, September 13, 2012
Yes of course.



Film cast: Akshay Kumar, Sunil Shetty, Karisma Kapoor, Sonali Bendre, Kiran Kumar, Mukesh Rishi, Prem Chopra, Kader Khan, Johny Lever, Shalini Kapoor, Avtar Gill, Mahavir Shah
Singer: Sunita Rao, Amit Kumar, Asha Bhosle, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Abhijeet
Lyricist: Vinay Dave, Dev Kohli
Music Director: Anu Malik
Film Director: Jagdish Sharma
Film Producer: Rajan Sharma, Satyan
External Links: Sapoot at IMDB    Sapoot at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy