Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aatish
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.50 - 8 votes
Jeetendra
Video of the song from youtube

Lyrics of Kahi Naam Na Apna Likh Dena - कही नाम ना अपना लिख देना

kahi naam na apna likh dena kisi ulte seede kagaj par
ham dil ka parcha laye hai naam uspe likha kar jayenge
tere chahne wale aaye hai aaye hai tere chahne wale aaye hai
ek shor utha kar jayenge ek shor utha kar jayenge
ya dilbar le kar lotenge lotenge ya dilbar le kar lotenge
ya jaan luta kar jayenge ya jaan luta kar jayenge
tere chahne wale aaye hai garajte hai
jo badal baraste nahi baraste nahi
keh do in logo se jaye aur kahi ye to naam ke aasiq aaye hai
aaye hai ye to naam ke aasiq aaye hai bas shor macha kar jayenge
bas shor macha kar jayenge hame kasam hai apni jawani ki
haye re hame kasam hai apni jawani ki mehboob ko pakar jayenge
mehboob ko pakar jayenge tere chahne wale aaye hai

a jane wafa chehre pe na ja najaro se bhi kuch andaja kar
najaro se bhi kuch andaja kar nigahe kah rahi hai mere dil ka afsana
o tere samne jo hai tera diwana ham tujko aankho hi aankho me
ham tujko aankho hi aankho me koi raaj bta kar jayenge
ye to shor macha kar jayenge tere chahne wale aaye hai

ham jaan gaye pehchan gaye kya asli hai kya nakli hai
kya asli hai kya nakli hai hakikat hai hakikat kahani hai kahani
tumhi se hai mohabbat tumhi ho jindgani
koi kuch bhi kahe ham tumko hi o koi kuch bhi kahe ham tumko hi
doli me bitha kar jayenge doli me bitha kar jayenge
tere chahne wale aaye hai

doli ke hakdar hai ham aap kaha se aa tapke
o tapke nahi ham aaye hai inki hi mala jap jap ke
kisi ka pyar chino kaha ki hai sharafat
barabar hai daketi kayamat hai kayamat
jara sabar karo hak dono ke jara sabar karo hak dono ke
dono ko dilkar jayenge ham jaan luta kar jayenge
tere chahne wale aaye hai
par ho ja par ho ja dilbar ko le ke farar ho ja
par ho ja par ho ja dilbar ko le ke farar ho ja

ustad ho tum ustado ke ham chele tumhare chelo ke
ham chele tumhare chelo ke
wahi hamne kiya hai ki jo tumne sikhaya
jo mantar tumse sikha tumhi pe aajmaya
jin guruo ke aise chele ho jin guruo ke aise chele ho
vo to naam kamakar jayenge vo to naam kamakar jayenge
tere chahne wale aaye hai

ek tumhi hamko samjhe ho auro ko to ham bhi samajhte hai
auro ko to ham bhi samajhte hai
samajhdari ka tumko chalo inam de de
nahi jiski tawat vo wahi anjaam de de
kuch hathkande ustadi ke kuch hathkande ustadi ke
tumko bhi dikhakar jayenge tumko bhi dikhakar jayenge


lyrics of song Kahi Naam Na Apna Likh Dena



Film cast: Jeetendra, Neetu Singh, Dheeraj Kumar, Om Shiv Puri, Nirupa Roy, Madan Puri, Rehana Sultan
Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Hemlata, Bhushan Mehta, Mohammed Rafi
Lyricist: Ravindra Jain
Music Director: Ravindra Jain
Film Director: Ambrish Singal
Film Producer: Mohan Kumar
External Links: Aatish at IMDB    Aatish at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy