Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Salma
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.06 - 18 votes
Qawwalis
Video of the song from youtube

Lyrics of Kahe Baithe Ho Naina Churai Ke - काहे बैठे हो नैना चुराई के

rang hai berang or tar hai pasine se jagi
kuch to muh se boliye
muh me juba hai ya nahi
kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke
kuch to bolo kuch to bolo
kuch to bolo nazariya milayi ke
nazariya milayi ke milayi ke
kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke

ghor aayi ghor jawani kya hui arey kya hui
mehfilo ki mamta rani kya hui arey kya hui
aap to jadu baya mashur the
aapki jadu bayani kya hui
kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke
kuch to bolo kuch to bolo
kuch to bolo nazariya milayi ke
kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke

lo sawal ke kar bahro ki swari aa gyi
ha log ruko jara ab meri bari aa gayi
var karna var karna jara tum bachaike
var karna jara tum bachaike bachaike
kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke
kuch to bolo kuch to bolo
kuch to bolo nazariya milayi ke
nazariya milayi ke milayi ke
kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke

meri khamoshi nahi ikarar thi ikraar thi
dil ki dhadkan thi mager besaj thi besaj thi
chhup gaya tha meri nazaro se koi
dundhti us ko meri awaz thi
kar diya kar diya kar diya usne jadu sa aayike
kar diya usne jadu sa aai ke aai ke aai ke
kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke
kuch to bolo kuch to bolo nazariya milayi ke
nazariya milayi ke milayi ke
kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke

meri awaz jhlakta hua paimana hai
mera nagma mere mahbub ka afsana hai
mere sero me mere husan ki ranai hai
mere nazro me mere ishq ki gharai hai
meri har tan me jadu ka asar hota hai
meri har rag me bas jane jigar hota hai
mere gito me gito me gito me
mere gito me bolta hai ishq
mere sanso me jagta hai ishq
ishq hi dil hai or ishq hi jaan hai
meri dunia ka ishq iman hai
ishq muhsa hai ishq esa hai
ishq myiyam ka paak jaliya hai
ishq hai krihsan ishq raadha hai
ishq hai ram ishq sita hai
bakhuda mera to khuda hai ishq
tum bhi dekho tum bhi dekho jara dil gavayike
tum bhi dekho jara dil gavayi ke
prem bandhan me dil ko bandhaike
bandhai ke kahe baithe ho kahe baithe ho kahe baithe
kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke


lyrics of song Kahe Baithe Ho Naina Churai Ke

Comments for lyrics of song "Kahe Baithe Ho Naina Churai Ke"
baburshafiq on Tuesday, March 04, 2008
Tamil or Telugu Ok whatever is that can you tell the name or any reference
of that tamil/telugu movie if it exists

HinduLady on Tuesday, November 13, 2007
WHERE CAN YOU GET THIS MOVIE??????... Andddddd I WANT THE AUDIO SONG OF IT

littleninnie on Monday, November 12, 2007
hahaha I really love this song although its sad.. but still the best :D

yiya11 on Friday, July 13, 2007
I AGREE WITH Rizwana!!!! I LOVEEEE THIS MOVIE AND NEED TO HAVE IT!

littleninnie on Tuesday, November 13, 2007
Im looking for the audio version too..cant find it anywhere..:s

View all 9 comments related to song Kahe Baithe Ho Naina Churai Ke - काहे बैठे हो नैना चुराई के


Film cast: Raj Babbar, Salma Agha, Farooq Sheikh, Shoma Anand, Paintal, Pradeep Kumar, Sujit Kumar, Sushma Seth, Prema Narayan, Iftekhar, Chandrashekhar, Madhu Malini, Jugnu, Jagdish Raj, Paro, Shakeel, Raj Rani, Seema, Tun Tun, Sunil Nayyar, Dilip Sood
Singer: Shabbir Kumar, Salma Agha, Anwar, Penaz Masani, S Janaki
Lyricist: Hasan Kamaal
Music Director: Bappi Lahiri
Film Director: Ramanand Sagar
Film Producer: Ramanand Sagar
External Links: Salma at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy