Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Ragga Raaga
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
2.33 - 3 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Kabhi Yaha Kabhi Waha - कभी यहाँ कभी वहाँ

kabhi yaha kabhi waha
kabhi waha kabhi yaha
banke phiru pagal
kabhi yaha kabhi waha
kabhi waha kabhi yaha
baaje meri payal
phulo pe so jaau, diwani ho jaau
kabhi yaha kabhi waha
kabhi waha kabhi yaha
dhalta mera aanchal
kabhi yaha kabhi waha
kabhi waha kabhi yaha
dil me machi hulchal
ye mujhe kya hua, na jane
kya, mujhe kaha hawa ne
ye mujhe kya hua, na jane
kya, mujhe kaha hawa ne

ye mujhe kya hua, na jane
kya, mujhe kaha hawa ne
ye mujhe kya hua, na jane
kya, mujhe kaha hawa ne

kabhi yaha kabhi waha
kabhi waha kabhi yaha
dil hai bada chanchal
kabhi yaha kabhi waha
kabhi waha kabhi yaha
dhundhe mujhe har pal
aisa bhi ho jaye
dil mera kho jaye
kabhi yaha kabhi waha
kabhi waha kabhi yaha
sabkuch gaya badal
kabhi yaha kabhi waha
kabhi waha kabhi yaha
dil hai mera pagal
ye mujhe kya hua, na jane
kya, mujhe kaha hawa ne
ye mujhe kya hua, na jane
kya, mujhe kaha hawa ne

ye mujhe kya hua, na jane
kya, mujhe kaha hawa ne
ye mujhe kya hua, na jane
kya, mujhe kaha hawa ne
ye mujhe kya hua, na jane
kya, mujhe kaha hawa ne


lyrics of song Kabhi Yaha Kabhi Waha

Comments for lyrics of song "Kabhi Yaha Kabhi Waha"
Venkat Ram on Tuesday, October 20, 2015
I was looking for this album for more than 10 years.. finally I got it.
thanks a lot..☺



Singer: K S Chitra, The Voodoo Rapper
Lyricist: Rajesh Johri, The Voodoo Rapper
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy