Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kabhi Kabhi Teri Palko Pe - कभी कभी तेरी पलकों पे झिलमिलाऊँ मैं
kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon main
kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon main
kabhi kabhi tu intazaar kare aur
tu intazaar kare aur bhul jaaun main
kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon main
kabhi kabhi
samandaro mein pahoch kar fareb mat dena
samandaro mein pahoch kar fareb mat dena
agar kahaun agar kahaun
agar kahaun to kinaare pe dub jaaun main
agar kahaun to kinaare pe dub jaaun main
tu intazaar kare aur
tu intazaar kare aur bhul jaaun main
kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon main
kabhi kabhi
teri gali ki hawa bhi sharab jaisi hain
teri gali ki hawa bhi sharab jaisi hain
peeye bageir peeye bageir
peeye bageir bhi guzaru to ladkhadaun main
peeye bageir bhi guzaru to ladkhadaun main
kabhi kabhi
yahin adda to mohabbat ki cheez hain paicer
yahin adda to mohabbat ki cheez hain paicer
woh jaan bujh woh jaan bujh
woh jaan bujh ke rutha rahe mana main
woh jaan bujh ke rutha rahe manaun main
tu intazaar kare aur
tu intazaar kare aur bhul jaaun main
kabhi kabhi teri palko pe jhilmilaon mein
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi