Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Nagma
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Kabhee Aansu, Kabhee Khushabu, Kabhee Nagma Bankar
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Kabhee Aansu, Kabhee Khushabu, Kabhee Nagma Bankar - कभी आँसू, कभी खुशबू, कभी नगमा बनकर

kabhi aansu, kabhi khushboo, kabhi nagma bankar
hum se har sham mili hai, tera chehra bankar
kabhi aansu, kabhi khushboo, kabhi nagma bankar
hum se har sham mili hai, tera chehra bankar
kabhi aansu, kabhi khushboo, kabhi nagma bankar

meri jaagi hui raaton ko usi ki hai talaash
meri jaagi hui raaton ko usi ki hai talaash
so raha hai meri aankho me jo sapna bankar
so raha hai meri aankho me jo sapna bankar
hum se har sham mili hai, tera chehra bankar
kabhi aansu, kabhi khushboo, kabhi nagma bankar

raat bhi aaye toh bujhti nahi chehre ki chamak
raat bhi aaye toh bujhti nahi chehre ki chamak
ruh me fhel gaya hai wo ujala bankar
ruh me fhel gaya hai wo ujala bankar
hum se har sham mili hai, tera chehra bankar
kabhi aansu, kabhi khushboo, kabhi nagma bankar

dhoop me kho gaya wo hath chhudakar raashid
dhoop me kho gaya wo hath chhudakar raashid
ghar se jo sath chala tha mera saya bankar
ghar se jo sath chala tha mera saya bankar
hum se har sham mili hai, tera chehra bankar
kabhi aansu, kabhi khushboo, kabhi nagma bankar
kabhi aansu, kabhi khushboo, kabhi nagma bankar


lyrics of song Kabhee Aansu, Kabhee Khushabu, Kabhee Nagma Bankar

Comments for lyrics of song "Kabhee Aansu, Kabhee Khushabu, Kabhee Nagma Bankar"
Jitendra Kothari on Tuesday, January 08, 2013
My Goodness, what a great ghazal...truly fell in love with this
one...amazingly touchy lyrics, in the magical, mesmerizing voice of maestro
Pankaj Udhas, with such a great group of musicians.Waah.just close
your eyes and listen to it..Thx so much for uploading...

AsharGreens on Thursday, July 12, 2012
Dont know where this amazing singer went.do miss his good voice
though...!

Hum Tum on Wednesday, April 17, 2013
This is the only one ghazal I love of pankaj very nice one I will b fine
don't worry just give me atone

riana jibodh on Saturday, April 05, 2014
Always brings me to my memories
Lovely song.

Muhamad Shayan on Friday, September 18, 2015
soul touching song love since chidhood

View all 12 comments related to song Kabhee Aansu, Kabhee Khushabu, Kabhee Nagma Bankar - कभी आँसू, कभी खुशबू, कभी नगमा बनकर


Singer: Pankaj Udhas, Sadhana Sargam
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy