|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Jo Kal Banaya Tha Aashiyana - जो कल बनाया था आशियानाjo kal banaya tha aashiyana
wo aaj gir kar bikhar gaye hain
jo kal banaya tha aashiyana
are jamane ye julm karke
bata bhala tujhko kya mila hain
jo kal banaya tha aashiyana
wo aaj gir kar bikhar gaye hain
jo kal banaya tha aashiyana
na raat ki jholiyo me dekha
na din ke daaman me chain paya
na raat ki jholiyo me dekha
na din ke daaman me chain paya
na unki aankho me bas sake ham
ye zindagi hain wo maut kya hain
jo kal banaya tha aashiyana
wo aaj gir kar bikhar gaye hain
jo kal banaya tha aashiyana
agar koi haal mera puchhe
gam-e-mohabbat tu unse kahana
agar koi haal mera puchhe
gam-e-mohabbat tu unse kahana
ki aansu pahle se ghat gaye hain
aur dard pahle se badh gaya hain
jo kal banaya tha aashiyana
wo aaj gir kar bikhar gaye hain
jo kal banaya tha aashiyana
are jamane ye julm karke
bata bhala tujhko kya mila hain
jo kal banaya tha aashiyana
Aabroo |
Film cast: | Kishore Kumar, Kamini Kaushal, Madan Puri, Smita Biswas, Achla Sachdev | Singer: | Geeta Dutt, Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Kishore Kumar, Talat Mahmood, Meena Mangeshkar | Lyricist: | Raja Mehdi Ali Khan, D N Madhok, Gopal Singh Nepali | Music Director: | Bulo C Rani | Film Director: | Chaturbhuj Doshi | External Links: | Aabroo at IMDB |
|
|
|
|
|