Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
jitni oonchaiyya utni tanhaiyya
jitni tanhaiyya utni oonchaiyya
jitni oonchaiyya utni tanhaiyya
jitni tanhaiyya utni oonchaiyya
ek taraf hai sabhi ek taraf aap hai
ek taraf hai sabhi ek taraf aap hai
hai duaan bhi yahi aur yahi shraap hai
hai duaan bhi yahi aur yahi shraap hai
kisko kya hai gila kyo ye takraar
kaisi duniya hai teri kaisi sarkaar hai
sarkar hai kaisi sarkar hai
sarkar hai kaisi sarkar hai
sarkar hai kaisi sarkar hai
sarkar hai kaisi sarkar hai
ya kaho maseeha ya kaho tanasha
katt hi jaaye sar nahi jo jhuka
ya kaho maseeha ya kaho tanasha
katt hi jaaye sar nahi jo jhuka
manzile ho na ho mushkile ho na ho
raaste ruk gaye par nahi wo ruka
jiski taakat hai jo uski aadat hai wo
ya kaho maseeha ya kaho tanasha
ek taraf hai sabhi ek taraf aap hai
ek taraf hai sabhi ek taraf aap hai
hai duaan bhi yahi aur yahi shraap hai
ek taraf hai sabhi ek taraf aap hai
hai dua bhi yahi aur yahi shraap hai
kisko kya hai gila kyo ye takraar
kaisi duniya hai teri kaisi sarkaar hai